Tere Qurbaan Nabi Nazar e Karam Hum Pe Huyi Lyrics - Naat Lyrics

By: 

Tere Qurbaan Nabi Nazar e Karam Hum Pe Huyi Lyrics


Tere qurbaan nabi nazar e karam hum pe huyi
Tum ne bheja khiza e hind me ek taaza gulaab
Un ki khushboo ne dilon ko bana diya gulshan
Aaj har dil unhe kehta hai ya Gharib Nawaz

Wo na aatey jo kabhi hukm e nabi na hota
Wo na aatey na kabhi hind me ye deen hota
Wo na aatey to zara socho hum kahan hotey
Tere qurbaan Nabi or tere Gharib Nawaz

Huwa jab hukm e Nabi chal diye ghar se Sanjar
Hum bhatakton ko raah Haq ki dikhane ke liye
Tere qurbaan mueen tum ne nibhaya vaada
Tere mashkur or mamnoon hum Gharib Nawaz

Har shab o roz bhatakte hi bhatakte rehtey
Wo na batlatey agar raah e khuda hum ko kabhi
Dar e gaffar dar e ghaus dar e khair ul anaam
Jo na dikhlaatey kahan jaatey hun Gharib Nawaz

Yun to they alf shahar chahtey chaley jaatey
Haan magar qismat e ajmer me likhey they mueen
Shahar e ajmeri ki galiyon se yahi aaye sadaa
Ho gaya hum pe karam tera ya Gharib Nawaz

Huwey roshan wo ain tere dholey gumbad se
Or jaypaal karam se bana bayabaani
Or hain laakhon karodon karam tere sab per
Jo bayan lafzon me kaise karun Gharib Nawaz

Kis tarha jalwey tere rozey ke bayaan karun
Ke jhalak roza e aqdas ki nazar aati hai
Char-soo noor tere dar pe dar e ahmed sa
Koi kucha nahi khali tera Gharib Nawaz

Tere langar ki karamaat kya kahey ‘ Mehboob ‘
Wo to shahon ka gadaaon ka khazana thehra
Lakhon paltey hain merey jaise tere tukdon se
Or karodon ki tum ho aas Ya Gharib Nawaz

Submitted by: Mehboob Makrani


More Islamic Lyrics

  1. Ring in the Desert Lyrics - Gaith Adhami
  2. Teri Mehfil Mein Chala Aya Hun Lyrics - Syed Zabeeb Masood
  3. Let You Know Lyrics - Labbayk
  4. Silent Words Lyrics - Sami Yusuf
  5. Salam Alaikum Lyrics - Harris J.
  6. Muhammad (Pbuh) Lyrics - Maher Zain
  7. A Way Of Life Lyrics - Zain Bhikha
  8. The Creator Lyrics - Sami Yusuf
  9. Ya Nabi Salam Alayka Lyrics - Maher Zain
  10. Sayadi Sayadi Mustafa Mustafa Lyrics - Hooria Rafiq
  11. Sign Language Lyrics - Gaith Adhami
  12. Provu Tumi Amari Lyrics - Labbayk
  13. Make Me Strong Lyrics - Sami Yusuf
  14. Main To Panjtan Ka Ghulam Hoon Lyrics - Syed Fasihuddin Soharwardi
  15. Alhamdu Lillah Lyrics - Mesut Kurtis
  16. Khorasan Lyrics - Sami Yusuf
  17. Bahar e Jaan Fiza Tum Ho [Part 2-2] Lyrics - Owais Raza Qadri
  18. Assalamu Alayka (Arabic Version) Lyrics - Maher Zain
  19. Oh Allah Lyrics - Fez Meghani
  20. Ali Hamara Hai Lyrics - Dhamani Sisters
  21. Edhak Lyrics - Humood Alkhudher
  22. The Song of Rebellion Lyrics - Gaith Adhami
  23. Dil Say Hazar Bar Madina Tujhay Salam Lyrics - Owais Raza Qadri
  24. Haji Menuju Allah Lyrics - Raihan
  25. Khorasan (Arabic Version) Lyrics - Sami Yusuf

COMMENTS

Subscribe
Notify of
guest

0 Comments
Newest
Oldest Most Voted
Inline Feedbacks
View all comments
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x