Sachi Baat Sikhatay Ye Hain Lyrics - Owais Raza Qadri

By: 

Sachi Baat Sikhatay Ye Hain Lyrics

sachi baat sikhatay ye hain
seedhi raah chalatay ye hain

naz-e-rooh mein aasani dain
kalma yaad dilatay ye hain

marqad mein bandon ko thpak kar
meethi neend sulaatay ye hain

qasr-e-dana tak kis ki rasaai
jaatay ye hain hain aatay ye hain

thanda thanda meetha meetha
peetay hum hain pilaatay ye hain

faiz-e-jaleel khaleel se poocho
aag mein bagh lagatay ye hain

apnay bharam se hum halkon ka
palla bhari banatay ye hain

laakh balayein karoron dushman
kon bachaye bachatay ye hain

apni bani hum aap bigaarein
kon banaye banaatay ye hain

sallim sallim ki dhaaras se
pul se paar lagatey ye hain

maan jab iklotay ko choray
aa aa keh k bulaatay ye hain

un k haath mein har kunji hai
malik-e-kul kehlatay ye hain

keh do raza se khush ho khush reh
muzda raza ka sunaatay ye hain.

Nasheed Information:

Singer: Owais Raza Qadri
Album: Rang Day Moula


More Islamic Lyrics

  1. Kya Bayaan Azmatein Houn Teri Shaha Lyrics - Naat Lyrics
  2. The Sound of Tears Lyrics - Nader Khan
  3. Ramzan Hai Allah Ki Qurbat Ka Mahina Lyrics - Aamir Fayyazi
  4. Ya Zal Jalali Wal Ikram Lyrics - Urdu Hamds
  5. Ahmad Ya Habibi Lyrics - Ahmad Hussain
  6. Land of Revelation Lyrics - Zain Bhikha
  7. Ya Rasul Allah (Part 1) Lyrics - Sami Yusuf
  8. A New Day Lyrics - Labbayk
  9. SubhanAllah Lyrics - Maher Zain
  10. Shahaada [Urdu Version] Lyrics - Fez Meghani
  11. Ask Him Lyrics - Labbayk
  12. Allahu Allah Lyrics - Labbayk
  13. Durood Shareef Lyrics - Milad Raza Qadri
  14. Generous Peace (Arabic) Lyrics - Kareem Salama
  15. Valley of Musk Lyrics - Gaith Adhami
  16. Your Mother Lyrics Rashid Bhikha Lyrics - Yusuf Islam
  17. Ramadan (Arabic Version) Lyrics - Maher Zain
  18. Marhaba Bolo Marhaba Lyrics - Farhan Ali Qadri
  19. Rooh e Shabbir Woh Manzar To Bata Lyrics - Milad Raza Qadri
  20. Mukh Mor Lenday Penan Tay Para Lyrics - Qari Shahid Mahmood
  21. Sultan e Karbala Ko Hamara Salam Ho Lyrics - Owais Raza Qadri
  22. Ab To Bas Lyrics - Ahmad Hussain
  23. Alhubbu Yasood – ???? ???? Lyrics - Maher Zain
  24. Shah e Madinah Mujh Ko Taibah Bula Liye Hain Lyrics - Naat Lyrics
  25. La’alla Khair Lyrics - Humood Alkhudher

COMMENTS

Subscribe
Notify of
guest

23 Comments
Newest
Oldest Most Voted
Inline Feedbacks
View all comments
23
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x