Maqsad e Aalam e Hayaat e Nabi Lyrics - Naat Lyrics

By: 

Maqsad e Aalam e Hayaat e Nabi Lyrics


Maqsad e aalam e hayaat e nabi
Gar khuda chahta “ na ” kya hotey?
Wo they pyare, hain, rahengey rab ke
Ummati hum na unke kabhi pyarey hotey

Bijli suraj sitarey chanda nahi
Jugnoo aatish na sham’aa or charag
sadqa e noor ke ye sadqey hain
Na agar hotey nabi to na ye sarey hotey

Ye khalaq khwahishein hi kyun karta
Ye falaq baarishein hi kyun karta
Koi saani hi kis ka kyun hota
Wo jo saaya hi siron pe na hamare hotey

Martabon me wo sab se aala hain
Wo jo mere huzur e vaala hain
Saari duniya jahan sawal karey
Dar jo hota na muqaddas to laaley hotey

Paar us arsh ke rasai teri
Tootey dil hi to hain kamai teri
Hon fida kyun na sab tere aye habeeb
Tum se hai apna vajood or kahan ke hotey

Mominon khoob padho un pe darood
Or bhejo salaam un pe ke wo
Jo humein hashr me jeelayengey
Saamne rab ke wo rotey rotey

Rehmat e do jahan ho tum aaqa
Kyun na ho naazan qismat e ‘ Mehboob ‘
Tere tukdon pe paley hain ab tak
Gar na hotey to kahan pair pasare hotey

Submitted by: Mehboob Makrani


More Islamic Lyrics

  1. Syed Nay Karbala Main Waday Nibha Diye Hain Lyrics - Abdul Rauf Rufi
  2. Ramadan Lyrics - Maher Zain
  3. Wa Hassan Sabz E Qaba Lyrics - Shahid Baltistani
  4. Aye Khuda Lyrics - Ahmad Hussain
  5. Aaya Kamli Wala Lyrics - Qari Shahid Mahmood
  6. Homecoming Lyrics - Gaith Adhami
  7. Packed at All Lyrics - Native Deen
  8. Ya Rabbi bil Mustafa Lyrics - Labbayk
  9. Shahaada [Urdu Version] Lyrics - Fez Meghani
  10. Panaah Lyrics - Fez Meghani
  11. Open Your Eyes Lyrics - Labbayk
  12. Alhamdu Lillah Lyrics - Mesut Kurtis
  13. No One Knows But Me Lyrics - Raef
  14. Ho Karam Sadqey Mein Is Raat Ke Aye Rab e Azeem Lyrics - Naat Lyrics
  15. You Came To Me (Farsi) Lyrics - Sami Yusuf
  16. Subha Taiba Mein Hui Lyrics - Owais Raza Qadri
  17. O’ My Lord Lyrics - Labbayk
  18. Ya Rahman – ?? ?? ?? ????? Lyrics - Jabar Abdollah
  19. Inna Fil Jannati Lyrics - Sami Yusuf
  20. Zahe Muqaddar Lyrics - Waheed Zafar Qasmi
  21. Laylatul Qadr Lyrics - Native Deen
  22. Imagine Lyrics - Adam Ali
  23. Subhanallah Lyrics - Labbayk
  24. All I Need Lyrics - Sami Yusuf
  25. Allah is Calling You Lyrics - Labbayk

COMMENTS

Subscribe
Notify of

0 Comments
Newest
Oldest Most Voted
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x