Noori Mehfil Pay Chadar Tani Noor Ki Lyrics - Siddique Ismail

By: 

Noori Mehfil Pay Chadar Tanni Noor Ki Lyrics


Noori mehfil pay chadar tanni noor ki,
Noor phela huwa aaj ki raat hai.
Chandni mein hain dubay huwey do jahan,
Kon jalwa numa aaj ki raat hai.

Farsh per dhoom hai, arsh per dhoom hai
Badnasibi hai uski jo mehroom hai,
Phir milay gi yeh shab kisko maloom hai
Aam lutfay Khuda aaj ki raat hai.

Abray rehmat hai mehfil pay chaye huwey
Aasman say malaik hain aaye huey
Khud Muhammed hain tashreef laye huwey
Kis kadar jaan fiza aaj ki raat hai.

Manglo Mang lo chashme tar mang lo
Dard e dil aur husn e nazar manglo
Kamli wale ki nagri mein ghar manglo
Mangnay ka maza aaj ki raat hai.

Momino aaj ganj e sakha lutlo
Lutlo aie marizo shifa lootlo
Asiyo rehmat e Mustafa lootlo
Babay rehmat khula aaj ki raat hai.

Khoob honay do ashkoon ki barsat ko
Do salami Muhammed ki barat ko
Choom lo chum lo aaj ki raat ko
Shab qadar kay guman aaj ki raat hai.

Waqt laye Khuda sabh Madinay chalein
Lutnay rehmatoon kay khazinay chalein
Sabh ki manzil ki janib safinay chalein
Meri sa’aim dua aaj ki raat hai.

Naat Information
Naat Khawan: Siddique Ismail
Naat: Noori Mehfil Pay Chadar Tani Noor Ki
Album: Mujhko Taiba Bulalo


More Islamic Lyrics

  1. Radhitu Billahi Rabba (Arabic Version) Lyrics - Maher Zain
  2. Mother (Turkish) Lyrics - Sami Yusuf
  3. Ramadan Is Here Lyrics - Native Deen
  4. Zameen Maili Nahi Hoti Lyrics - Shahbaz Qamar Fareedi
  5. Mother (Arabic) Lyrics - Sami Yusuf
  6. Sayadi Sayadi Mustafa Mustafa Lyrics - Hooria Rafiq
  7. Celebrate Lyrics - Aashiq al-Rasul
  8. Although I Never Saw His Face Lyrics - Zain Bhikha
  9. Insha Allah (Turkish Version – ?n?allah) Lyrics - Maher Zain
  10. Parho Durood Ke Moulood Ki Ghari Aayi Lyrics - Owais Raza Qadri
  11. Tan Sadkay Mera Man Sadkay Lyrics - Milad Raza Qadri
  12. I Believe feat. Maher Zain Lyrics - Irfan Makki
  13. Amma Nee Amma Lyrics - Milad Raza Qadri
  14. Paradise Lyrics - Harris J.
  15. Ya Maula Ali (AS) Lyrics - Mesum Abbas
  16. Proclaim The Oneness Of Allah Lyrics - Hafiz Mizan
  17. Trust In Allah Lyrics - Saif Adam
  18. La ilaha illa Allah Lyrics - Taha Hosna
  19. Allahi Allah Kiya Karo Lyrics - Maher Zain
  20. Dream Lyrics - Raef
  21. The Earth Trembled Lyrics - Voices Of Passion
  22. Dunya Ke Ay Musafir Lyrics - Labbayk
  23. Zarre Jhar Ker Teri Pezaron Ke Lyrics - Owais Raza Qadri
  24. Ramadan Assalam Lyrics - Aamir Liaquat
  25. Panaah Lyrics - Fez Meghani

COMMENTS

Subscribe
Notify of
guest

72 Comments
Newest
Oldest Most Voted
Inline Feedbacks
View all comments
72
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x