Subha Taiba Mein Hui Lyrics - Owais Raza Qadri

By: 

Subha Taiba Mein Hui Lyrics

Subha Ha Taiba mein hui bat’ta hai bara noor ka
Sadqa laynay noor ka aaya hai tara noor ka

Jo gadha dekho liye jata hai tora noor ka
Noor ki sarkar hai kiya is mein tora noor ka.

Mein gada tu badshah bhar day piyala noor ka
Noor din duna tera day daal sadqa noor ka.

Sham’a dil mishqaat tan sina zujaja noor ka
Teri surat kay liye aaya hai surah noor ka.

Teri naslay paak mein hai bacha bacha noor ka
Tu hai a’ainay noor tera sab gharana noor ka.

Noor o binte, noor zojay, noor o umme, noor o noor
Noore mutlaq ki kami zala hai ***lahma*** noor ka.

Nariyoon ka door tha dil jal raha tha noor ka
Tum ko dekha ho gaya thanda kaleja noor ka.

Taj walay dekh ker tera imama noor ka
Sir jhukatay hain ilahi bol bala noor ka.

Chand jhuk jata jidhar ungli uthatay mehad mein
Kiya hee chalta tha isharoon per khiloona noor ka.

Aie Raza achay raza sachay Raza meethay Raza
Aie Raza murshad Raza piyaaray Raza meray Raza

Aie raza yeh ahmade noori ka faize noor hai
Ho gayi meri ghazal bhar ker qasida noor ka.

Na’at Lyrics Information:

Naat Khawan: Owais Raza Qadri
Written By: Imam Ahmed Raza Aalahazrat
Legend: ***lahma*** (not sure about this word)


More Islamic Lyrics

  1. Muhammad Nabina Lyrics - Hamada Helal
  2. You Came To Me (Turkish) Lyrics - Sami Yusuf
  3. Parho Durood Ke Moulood Ki Ghari Aayi Lyrics - Owais Raza Qadri
  4. Heaven Lyrics - Khaleel Muhammad
  5. The Bright Moon Lyrics - Raef
  6. Morning Musk Lyrics - Gaith Adhami
  7. Aap Kiya Jane Fatima Kiya Hai Lyrics - Shadman Raza
  8. Un Ki Mehak Ne Dil Ke Ghunchey Khila Diye Hain Lyrics - Owais Raza Qadri
  9. Rang Day Moula Lyrics - Owais Raza Qadri
  10. Lay Down Your Head Lyrics - Zain Bhikha
  11. Who Is The Love One Lyrics - Mohammad Tahir Qadri
  12. Qissat Al’Oshaq Lyrics - Humood Alkhudher
  13. Nabi Ki Naat Ki Mehfil Lyrics - Farhan Ali Qadri
  14. Trust In Allah Lyrics - Saif Adam
  15. Believe Lyrics - Saif Adam
  16. Aye Mere Asghar E Bezubaan Lyrics - Irfan Hussain
  17. Balady Ya Balady Lyrics - Hamza Namira
  18. Marhaba Bolo Marhaba Lyrics - Farhan Ali Qadri
  19. Ala Bi Dhikrika Lyrics - Sami Yusuf
  20. Guide Me All the Way Lyrics - Maher Zain
  21. Alvida Alvida Mahe Ramzan Lyrics - Naat Lyrics
  22. Inna Fil Jannati Lyrics - Sami Yusuf
  23. Happiness Lyrics - Sami Yusuf
  24. Main To Panjtan Ka Ghulam Hoon Lyrics - Syed Fasihuddin Soharwardi
  25. Masha Allah (Arabic Version) Lyrics - Maher Zain

COMMENTS

Subscribe
Notify of

50 Comments
Newest
Oldest Most Voted
50
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x