Tumhare Sajde Ko Kaba Salam Kehta Hai Lyrics - Naat Lyrics

By: 

Tumhare Sajde Ko Kaba Salam Kehta Hai Lyrics


Tumhare Sajde Ko Kaaba Salaam Kehta Hai
Jalaal e quba e khazra salaam kehta hai.

Chaman Ka Harr Gul O Guncha Salaam Kehta Hai
Hussain Tum Ko Zamana Salaam Kehta Hai

Charaag Wa Masjid Wa Mimbar Salaam Kehte Hain
Nabi Rasool Payamber Salaam Kehte Hain

Ali Wa Fatima Shabbar Salaam Kehte Hain
Khuda Gawaah Ho Ke Nana Salaam Kehte Hai

Khuda Ki Raah Me Sara Ko Kata Diya Tumne
Nabi Ke Deen Pe Ghar Ko Luta Diya Tumne

Nishaan E Kufr Ko Yaksar Mita Diya Tumne
Tumhe Khuda Bhi Tumhara Salaam Kehta Hai

Tumhein Falak Ke Sitaare Salaam Kehte Hain
Tumhein Quraan Ke Paare Salaam Kehte Hain

Tumhein Haram Ke Minaare Salaam Kehte Hain
Imaam Tum Ko Madina Salaam Kehta Hai

Sana Tumhari Wazeefa Hai Mera Aaba-i
Tumhari Mad-h To Shewa Hai Mera Maulai

Bas Ek Nazar Ho Jo Mujh Par To Meri Ban Aayi
Tumhara Sayyid Shaida Salaam Kehta Hai


More Islamic Lyrics

  1. Day of Eid Lyrics - Labbayk
  2. Adventure of Life Lyrics - Khaleel Muhammad
  3. Habibi Ya Rasool Allah Lyrics - Milad Raza Qadri
  4. Qadam Qadam Pe Khuda Ki Madad Lyrics - Owais Raza Qadri
  5. Kidhar Gaye Ammu Lyrics - Irfan Hussain
  6. Turn to Allah Lyrics - Zain Bhikha
  7. Sultan e Karbala Ko Hamara Salam Ho Lyrics - Owais Raza Qadri
  8. Saaeein Mawla Lyrics - Fez Meghani
  9. Dardo Alam Ke Mare Lyrics - Naat Lyrics
  10. Iltija Hai Iltija Lyrics - Aamir Fayyazi
  11. Main Taliyan Nabi Diyan Choomda Lyrics - Milad Raza Qadri
  12. Heartbeat Lyrics - Zain Bhikha
  13. Beautiful World Lyrics - Noor
  14. Bazaar E Shaam Lyrics - Irfan Hussain
  15. Lut Kay Aayi Hoon Mein Nana Jaan Lyrics - Hashim Sisters
  16. Hope Survives Lyrics - Sami Yusuf
  17. Ik Main Hi Nahi Un Par Qurban Zamana Hai Lyrics - Naat Lyrics
  18. The Source Lyrics - Sami Yusuf
  19. Na Ho Aaram Jis Bimar Ko Lyrics - Farhan Ali Qadri
  20. Look Into My Eyes Lyrics - Outlandish
  21. Hye Hum Yateem Ho Gaye Lyrics - Dhamani Sisters
  22. Good Day Lyrics - Maher Zain
  23. The One Lyrics - Harris J.
  24. Muslimano Karo Khushiya Muhammad Mustafa Aaya Lyrics - Qazi Wasim Abbas
  25. Bazm-e-Konain Sajanain Kayliyay Aap Aeye Lyrics - Various Artists

COMMENTS

Subscribe
Notify of

6 Comments
Newest
Oldest Most Voted
6
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x