Aao Tasbih Hee Subho Shaam Karain Lyrics - Milad Raza Qadri

By: 

Aao Tasbih Hee Subho Shaam Karain Lyrics

Aao tasbih hee subho shaam karain
Youn gham-e-zindagi tamaam karain

Un ka aana tha kuch khabar na thi
Aaj sajda karain qayaam karain

Har taraf jaan-o-dil bicha dee jiyay
Kiya khabar wo kahaan qayaam karain

Chashm-e-tar souz-e-arzoo lay kar
Un kay jlaway ka intizaam karain

Jhal uttay ga yeh alam-e-hasti
Husn jab be wo bey nayaam karain

Jin ko husn-e-azal main dhalna hon
Apnay honay ka in’adaam karain

Koi bijlee gira hee day shayad
Aao ham toor par khiraam karain

Tu hamain yaad bee karay na karay
Ham tera zikr subho shaam karain

Raaz-e-hasti khule naheen tahir
matla hee makta-e-kalaam karain


More Islamic Lyrics

  1. Tumhare Sajde Ko Kaba Salam Kehta Hai Lyrics - Naat Lyrics
  2. Ya Hayyu Ya Qayyum Lyrics - Sami Yusuf
  3. Man In The Mirror Lyrics - Raef
  4. So Soon Lyrics - Maher Zain
  5. Ya Nabi Salam Alaika Ya Rasool Salam Alaika Lyrics - Owais Raza Qadri
  6. Ho Karam Sadqey Mein Is Raat Ke Aye Rab e Azeem Lyrics - Naat Lyrics
  7. Marhaba Ya Mustafa Lyrics - Ahmad Hussain
  8. Ahad – The Story of Bilal Lyrics - Native Deen
  9. Palestine Lyrics - Irfan Makki
  10. Paradise Lyrics - Harris J.
  11. Aye Naseeb Mere Naseeb Tu Lyrics - Naat Lyrics
  12. Khorasan Lyrics - Sami Yusuf
  13. Allah is Calling You Lyrics - Labbayk
  14. A New Day Lyrics - Labbayk
  15. O Muhammed Lyrics - Shpend Limani
  16. Salat al-Badriyya Lyrics - Talib al Habib
  17. Aa Gayi Mustafa Ki Sawari Lyrics - Naat Lyrics
  18. Shah e Madinah Mujh Ko Taibah Bula Liye Hain Lyrics - Naat Lyrics
  19. Dil Madinah Mera Bana Aaqa Lyrics - Owais Raza Qadri
  20. Lord of Ramadan Lyrics - CoTu
  21. Our Earth Lyrics - Native Deen
  22. Ya Nabi Salam Alayka (Arabic) Lyrics - Maher Zain
  23. The Cave of Hira Lyrics - Sami Yusuf
  24. Allahu Lyrics - Nader Khan
  25. Allah Lyrics - Shpend Limani

COMMENTS

Subscribe
Notify of

0 Comments
Newest
Oldest Most Voted
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x