Alwida Alwida Mahe Ramzan Lyrics - Syed Fasihuddin Soharwardi

By: 

Alwada Alvida Mahe Ramzan Lyrics

Alvida Alvida Mahe Ramzan
Alwida Alwida Alvida Hai,
Mah e Ramzan bas alwada hai.

Din teray aanay say motbar thay,
Noor mein dubay shaam o sehar they.
Teray janay say dil ro raha hai,
Mah e Ramzan bas alvida hai.

Alwada Alwida Alvada Hai, Mah e Ramazan bass alwida hai.

Sehri iftar qir’at tarawi,
Aur azaan e namazein o tasbeeh.
Yeh saman noori tujh say mila hai,
Mah e Ramzan bas alwada hai.

Alwada Alwida Alvada Hai, Mahe Ramadan bass alwida hai.

Rehmatoon ka tu pegham laya,
barkatoon ka tu inaam laya.
Rutba aala o afzal tera hai,
Mah e Ramzan bas alwada hai.

Alwada Alwida Alvida Hai, Mah e Ramadhan bas alwida hai.

Jaam rehmat kay tunay pilaye,
Gul muradoon kay tuney khilaye.
Tu juda hum say ab ho raha hai,
Mah e Ramzan bas alwada hai.

Alwada Alwida Alvada Hai, Mah e Ramdhan bas alwida hai.

Humko baykal tu paye ga kab tak,
Gar rahe zinda aglay baras tak.
Phir milein gay jo huqmay khuda hai
Mah e Ramzan bas alwada hai.

Alwada Alwida Alvada Hai, Mah e Ramadhaan bass alwida hai.

Chal diya hai tu jo Rab ki janib,
Ahl e Imaan kay purnam hain Qalib.
Qalb e Ishrat bhi gham say bhara hai,
Mah e Ramzan bas alwada hai.

Alwada Alwida Alvida Hai, Mah e Ramazaan bass alwida hai.

Humko bekal tu payega tab tak
Gar rahay zinda agle baras tak.
Phir milengay jo huqm e Khuda hai
Mah e Ramzan bas alwada hai.

Alwada Alwida Alvada Hai, Mah e Ramzan bas alwida hai.

Na’at Lyrics Information:
Naat Khawan: Syed Fasihuddin Soharwardi


More Islamic Lyrics

  1. Haji Menuju Allah Lyrics - Raihan
  2. Ew’idooni Lyrics - Hamza Namira
  3. Ishq Kee Intiha Syeda Fatima Lyrics - Milad Raza Qadri
  4. Ramzan Hai Allah Ki Qurbat Ka Mahina Lyrics - Aamir Fayyazi
  5. Prism Lyrics - Sami Yusuf
  6. Inna Fil Jannati Lyrics - Sami Yusuf
  7. Zara Chehre Se Lyrics - Ahmad Hussain
  8. Allah Ke Huzoor Mein Sar Ko Jhuka Ke Dekh Lyrics - Naat Lyrics
  9. Du’a Lyrics - Sami Yusuf
  10. Hum Ko Bulana Ya Rasoolallah Lyrics - Farhan Ali Qadri
  11. My Beloved Lyrics - Ahmad Hussain
  12. Forever Palestine Lyrics - Sami Yusuf
  13. Extracts of Qasida Burda Lyrics - Various Artists
  14. Aa Gaey Sarkar Lyrics - Farhan Ali Qadri
  15. Haser Hesarak Lyrics - Hamza Namira
  16. Karam Kay Aashiyanay Ki Lyrics - Syed Ikram Akbar Bukhari
  17. Aap Kiya Jane Fatima Kiya Hai Lyrics - Shadman Raza
  18. Adventure of Life Lyrics - Khaleel Muhammad
  19. Al Ajal Al Ajal Lyrics - Dhamani Sisters
  20. Let It Go Lyrics - Maher Zain
  21. Hansa Lyrics - Hamza Namira
  22. The Bright Moon Lyrics - Raef
  23. Baraka Allahu Lakuma Lyrics - Maher Zain
  24. Uthi Nazar To Unke Karam Pe Thaher Gayi Lyrics - Naat Lyrics
  25. Ya Rasul Allah (Part 1) Lyrics - Sami Yusuf

COMMENTS

Subscribe
Notify of
guest

60 Comments
Newest
Oldest Most Voted
Inline Feedbacks
View all comments
60
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x