Naat Sarkar Ki Parta Hoon Mein Lyrics - Shahbaz Qamar Fareedi

By: 

Naat Sarkar (SAW) Ki Parta Hoon Mein Lyrics


Naatein Sarkar Ki Parta Hoon Mein
Bas Issi Baat Say Ghar Mein Meri Rahmat Hogi
Ik Tera Naam Waseela Hei Mera
Ranj O Gham Mey Bhi Issi Naam Sey Rahat Hogi.

Ye Suna Hey Kay Bahot Ghor Andheri Hogi
Qabar Ka Khowf Na Rakna Ey Dil
Wahan Sarkar E Madina (Do-allam) Ki Ziarat Hogi
Naat Sarkar Ki Parta Hoon Mein
Bas Issi Baat Say Ghar Mein Meri Rahmat Hogi.

Unko Mukhtar Banaya Hey Merey Mola Ney
Khuld Mein Bas Wahi Ja Sakta Hein
Jisko Hasnain Kay Baba Ki Ijazat Hogi
Naat Sarkar Ki Parta Hoon Mein
Bas Issi Baat Say Ghar Mein Meri Rahmat Hogi.

Hashr Ka Din Bhi Ajab Deykna Vala Hoga
Zulf Lehra Key Woh Jab Ayengey
Phir Qiyamat Mein Bhi Ik Aur Qiayamat Hogi
Zulf Lehra Kay Woh Jab Ayengey Moray Arbi Sawaariya
Zulf Lehra Kay Woh Jab Ayengey
Phir Qiyamat Mein Bhi Ik Aur Qiayamat Hogi
Ik Tera Naam Waseela Hei Mera Ya Rasoolallah
Ik Tera Naam Waseela Hei Mera
Ranj O Gham Mey Bhi Issi Naam Sey Rahat Hogi.

Mera Daman to Gunaho Sey Bhara Hey Iltaf
Ik Sahara Hey Kay Mein Unka Hoon
Issi Nisbat Sey Sar-e-hashr Shifa-at Hogi.
[- Inshallah -]

Ik Tera Naam Waseela Hei Mera
Ranj O Gham Mey Bhi Issi Naam Sey Rahat Hogi.

Yeh Naam Kio Kaam Bgharnay Nahi Deta
Bhigray Bhi Bana Deta Hai Bas Nam-E-Mohammad
Ik Tera Naam Waseela Hei Mera
Ranj O Gham Mey Bhi Issi Naam Sey Rahat Hogi.

Naat Information:
Naat Reciter: Shahbaz Qamar Fareedi


More Islamic Lyrics

  1. Land of Revelation Lyrics - Zain Bhikha
  2. Aaqa Lyrics - Abida Parveen
  3. Change My Dead Heart Lyrics - Hafiz Mizan
  4. All For You Lyrics - Noor
  5. Fire Lyrics - Sami Yusuf
  6. LabbaykAllah Lyrics - Labbayk
  7. Palestine Will Be Free Lyrics - Maher Zain
  8. Masha Allah Lyrics - Maher Zain
  9. Wherever You Are Lyrics (ACOUSTIC – ARABIC) Lyrics - Sami Yusuf
  10. Pukara Dilsay Kisi Ney Lyrics - Dhamani Sisters
  11. Ya Mustafa Lyrics - Adam Ali
  12. Shah e Wala Mujhe Taiba Bulalo Lyrics - Naat Lyrics
  13. Kun Anta Lyrics - Humood Alkhudher
  14. Faslon Ko Khudara Mita Do Lyrics - Hooria Rafiq
  15. Mar Kay Apni Hee Lyrics - Syed Ikram Akbar Bukhari
  16. Prism Lyrics - Sami Yusuf
  17. Healed Lyrics - Gaith Adhami
  18. Allah Hoo Akbar Lyrics - Farhan Ali Qadri
  19. Peace Lyrics - Abdullah Rolle
  20. Naat by Hazrat Aisha Siddiqa “Umm al-Mu’minin” (R.A.) Lyrics - Old Lyrics
  21. Hasbi Rabbi Lyrics - Sami Yusuf
  22. Redemption Song Lyrics - Raef
  23. Muhammad (PBUH) Lyrics - Zain Bhikha
  24. Balaghal Ula Bekamaalaihi Lyrics - Syed Fasihuddin Soharwardi
  25. Man In The Mirror Lyrics - Raef

COMMENTS

Subscribe
Notify of

172 Comments
Newest
Oldest Most Voted
172
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x