Hum Hain Iltaja Wale Lyrics - Syed Altaf Shah Kazmi

By: 

Hum Hain Iltaja Wale Lyrics

Hum hain Iltijaa waalay, Aap hain ata waalay,
Bheek kuch ataa karna, aye meray sakha walay.

Cher na hamein dunya, ham hain Mustafa (SAW) waalay,
Sayyidul Wara waley, Shah e Do Sara waalay.

Mein mareez e taiba hoon, us galli may lay jao,
Haan wohi gali jis kay, zaray hay shifaa waalay.

Khud kaha meray Rab (SWT) nay, bakhsh doun ga main sab ko,
Par aain yaar kay dar par, yeh jithnay hain khata waalay.

Mar to jayein gay lekin, ghair say na mangain gay,
Aaqa aap kay bhikari to, hain bari anaa waalay.

Waqt kay salaami bhi, bheek lenay aatay hain,
Aray taajdaar aisay hain, yay khaak e naqsh e paa waalay.

Maal o zar ki yeh Altaf, kuch nahinn hamain parwaa,
Array jaan bhi lutatay hain, admi wafa waalay.

Cheir na hamain dunya, ham hain Mustafa (SAW) waalay,
Cheir na hamain dunya, ham hain Mustafa (SAW) waalay,

Na’at Information:

Nasheed Reciter: Syed Altaf Shah Kazmi
Album: Rab De Yaar Da Yaar Siddiq (Volume 2)


More Islamic Lyrics

  1. Naat by Hazrat Abu Bakr “Al-Siddiq” (R.A.) Lyrics - Old Lyrics
  2. Marhaba Lyrics - Nader Khan
  3. Hijab Lyrics - Ahmed Bukhatir
  4. Sachi Baat Sikhatay Ye Hain Lyrics - Owais Raza Qadri
  5. Aapsa Dono Jahan Mein Nazar Lyrics - Abid Masoomi
  6. Ramzan Ke Roze Aye Lyrics - Muzammil Hassan Qadri
  7. Mera Iman Ali Hai Ali Lyrics - Dhamani Sisters
  8. Ooj Pana Mere Huzoor Ka Hai Lyrics - Owais Raza Qadri
  9. Kivain Mukhre Toon Nazran Hatawan Lyrics - Milad Raza Qadri
  10. Ku MilikMu Lyrics - Maher Zain
  11. Ask Him Lyrics - Labbayk
  12. Ya Nabi Salam Alaika Lyrics - Raihan
  13. Lab Pe Naat e Nabi Ka Lyrics - Aamir Liaquat
  14. All I Need Lyrics - Sami Yusuf
  15. Allah, what a mighty heart Lyrics - Voices Of Passion
  16. Hold My Hand Lyrics - Maher Zain
  17. Tamanna Lyrics - Labbayk
  18. Muslimano Karo Khushiya Muhammad Mustafa Aaya Lyrics - Qazi Wasim Abbas
  19. Naat by Hazrat Uthman ibn Affan “Ghani” (R.A.) Lyrics - Old Lyrics
  20. Parho Durood Ke Moulood Ki Ghari Aayi Lyrics - Owais Raza Qadri
  21. Duas from Quran Lyrics - Islamic Duas
  22. Ilahi Teri Chokhat Per Bhikari Ban Ker Aya Hoon Lyrics - Junaid Jamshed
  23. Rabbana Lyrics - Labbayk
  24. Meri Zanjeer Na Kehncho Lyrics - Shahid Baltistani
  25. Lord of Ramadan Lyrics - CoTu

COMMENTS

Subscribe
Notify of

6 Comments
Newest
Oldest Most Voted
6
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x