Thandi Thandi Hawa Lyrics - Hooria Rafiq

By: 

Thandi Thandi Hawa Rehmatoon Ki Chali Lyrics

Thandi thandi hawa rehmatoon ki chali
Ban ke mouj e karam, Mustafa aa gaye.

Hal meri ho gayein khud ba khud mushkalein
Saray aalam kay mushkil kusha aa gaye

Aagaye aagaye Mustafa aagaye…

Amina ka muqadar sanwara gaya
Goud main chand jiski utara gaya
Hoor o ghulman salami ko jhuknay lage
Partay rizwan salle ala aagaye.

Aagaye aagaye mustafa aagaye…

Dono aalam ki kismat badalne lagi
Noor main sari konain dhalne lagi
Khush muqadar Halima mubarak tujhe
Goud mein teri Khirul Wara aagaye.

Aagaye aagaye mustafa aagaye…

Ban gayi hai zameen rashk e bagh e jinnah
Sajh gaye asman khil utha gul sitan
Mang lo rehmatein khol lo jholiyan
Denay khairat hajat rawan aagaye.

Aagaye aagaye mustafa aagaye…

Aaj koi bhi sa’im na khali rahe
Sab muradein milein har musibat talay
Madni aaqa ki aamad ka sadqa mile
Bheek leney ko hum Ya Khuda aagaye.

Aagaye aagaye mustafa aagaye…


More Islamic Lyrics

  1. The Centre Lyrics - Sami Yusuf
  2. Jashn e Millad Lyrics - Syed Ikram Akbar Bukhari
  3. We are here Lyrics - Aashiq al-Rasul
  4. Karam Mangta Hoon Lyrics - Owais Raza Qadri
  5. Lab Pe Aati Hai Dua Lyrics - Special Collection
  6. Naat by Hazrat Umar ibn Al-Khattab “Al-Faruq” (R.A.) Lyrics - Old Lyrics
  7. Forgive Me Lyrics - Maher Zain
  8. Your Mother Lyrics Rashid Bhikha Lyrics - Yusuf Islam
  9. Ik Main Hi Nahi Un Par Qurban Zamana Hai Lyrics - Naat Lyrics
  10. Baat Jo Kijiye Aur Jab Kijiye Lyrics - Owais Raza Qadri
  11. Aa Gaye Muzdah Shafa’at Ka Sunaanay Waalay Lyrics - Owais Raza Qadri
  12. Countless Voices Lyrics - Voices Of Passion
  13. Medina Lyrics - Maher Zain
  14. Mohammed Ke Shaher Mein [Part 2-3] Lyrics - Aslam Sabri
  15. Ya Rabbi bil Mustafa Lyrics - Labbayk
  16. Ya RasoolAllah Karam Lyrics - Qari Mohammed Rizwan
  17. Taiba Taiba Lyrics - Hooria Rafiq
  18. Make a Prayer Lyrics - Sami Yusuf
  19. Nabi Ka Lab Par Jo Zikr Hai Lyrics - Shaz Khan
  20. LabbaykAllah Lyrics - Labbayk
  21. Aye Mere Asghar E Bezubaan Lyrics - Irfan Hussain
  22. Sarkar Kay Dar Per Jaaoon Lyrics - Owais Raza Qadri
  23. Mere Ghous Piya Jilani Lyrics - Naat Lyrics
  24. Pak Sar Zameen Shad Bad Lyrics - Pakistani National Anthem
  25. Sepanjang Hidup Lyrics - Maher Zain

COMMENTS

Subscribe
Notify of

186 Comments
Newest
Oldest Most Voted
186
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x