Madad Kijiye Ya Imam e Zamana Lyrics - Dhamani Sisters

By: 

Madad Kijiye Ya Imam e Zamana Lyrics

Ya Imam e Zaman (x5)
Madad kijiyeh ya Imam e Zamana (x2)
Hatah diji ghaybat ka pardah khudarah pardah khudarah

Madad kijiyeh ya Imam e Zamana (x2)

Bari afatay hain zamaney pey mola
Parehshaan shiya kahan jayeh mola
Pukara tumhe jab huwa dil jow muztar

Madad kijiyeh ya Imam e Zamana (x2)

Bala ae hain gharii nahi koyi saathi


Andhera hain harsu udasii hain chaayi
Tumharey qadam sey ho duniya munawar

Madad kijiyeh ya Imam e Zamana (x2)

Bhawar mei hai kashti bacha ney ko wawoh
Ghamey zindaghi se churaney ko awoh
Mohammed ki jaan ho safiney ki langhar

Madad kijiyeh ya Imam e Zamana (x2)

Ghunehgaar hun aur sharmindah mola
Maghar aap par hi hain mujko bharosa
Karow rehbarii ab bara hai payambar

Madad kijiyeh ya Imam e Zamana (x2)

Tamana yeh dilmei bohot kuch hain meri
Hai umeed hoghi bohot jald purii
Merey haq mei kardijey jow kuch ko behtar

Madad kijiyeh ya Imam e Zamana (x3)

Ya Imam e Zaman (x5)
Madad kijiyeh ya Imam e Zamana

Lyrics Information
Recited By: Fatima Dhamani and Batul Dhamani
Album: Ali Hamara Hai
Released: 2009


More Islamic Lyrics

  1. Beautiful World Lyrics - Noor
  2. Together We Pray Lyrics - Labbayk
  3. Every Day Lyrics - Tom Robertson
  4. Oh Lord Lyrics - Abdullah Rolle
  5. Elahi Madad Kar Madad Ki Ghari Hai Lyrics - Owais Raza Qadri
  6. Amma Nee Amma Lyrics - Milad Raza Qadri
  7. Dil Jis Se Zinda Hain Lyrics - Ahmad Hussain
  8. Cadence Lyrics - Sami Yusuf
  9. Main Madine Chala Lyrics - Owais Raza Qadri
  10. Zarre Jhar Ker Teri Pezaron Ke Lyrics - Owais Raza Qadri
  11. As Subhu Bada Min Lyrics - Waheed Zafar Qasmi
  12. Allah Hoo Akbar Lyrics - Farhan Ali Qadri
  13. The Greatest Gift Lyrics - Labbayk
  14. Aa Palat Aa Aye Hussain (A.S) Lyrics - Irfan Hussain
  15. Naat Sarkar Ki Parta Hoon Mein Lyrics - Shahbaz Qamar Fareedi
  16. Extracts of Qasida Burda Lyrics - Various Artists
  17. Bismillah Lyrics - Aashiq al-Rasul
  18. The Path of a Traveller Lyrics - Labbayk
  19. Meditation Lyrics - Sami Yusuf
  20. Idhar Bhi Nigaahe Karam Ghous-e-Azam Lyrics - Owais Raza Qadri
  21. The Way of Love Lyrics - Maher Zain
  22. Freedom Tree Lyrics - Gaith Adhami
  23. Khorasan Lyrics - Sami Yusuf
  24. Mar Kay Apni Hee Lyrics - Syed Ikram Akbar Bukhari
  25. Close Your Eyes Lyrics - Zain Bhikha

COMMENTS

Subscribe
Notify of

12 Comments
Newest
Oldest Most Voted
12
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x