Aapsa Dono Jahan Mein Nazar Lyrics - Abid Masoomi

By: 

Aap Sa Dono Jahaan Main Nazar Lyrics

Aapsa dono jahan mein nazar aaya hee nahin
Kyun kay Allah nay koi aur banaya hi nahin.

App nay jab say nawaza hai, Ya Rasoolallah
To phir mainay daman kisi chokhat pay philaya he nahin.

Aur jab kaha qabar mein, sarkar nay yeh mera hai
Phir nakiroon nay mujhay haath lagaya hee nahin.

Aur jo bhi Makkay say palat aaye Madinay na gaye
Youn samaj lo unhein aaqa nay bulaya hee nahin.

Aur aap ki naat hi Shehzad ka sarmaya hai
Iss nikamay nay to kuch aur kamaya hee nahin.

Naat Lyrics & Video Information
Naat Khwaan: Muhammad Abid Masoomi
D.O.P: M. Dayyaan Mustafa, Muhammad Zaheer
Associate Producer: Javed Iqbal Jaydee
Produced and Directed By: Mukhtar ul Mustafa
Video Presented By: Mishal Media UK


More Islamic Lyrics

  1. Palestine Lyrics - Labbayk
  2. Zindagi Ka Bharosa Nahin Lyrics - Shadman Raza
  3. Allahu Lyrics - Irfan Makki
  4. C’mon Everybody Lyrics - Zain Bhikha
  5. Idhar Bhi Nigaahe Karam Ghous-e-Azam Lyrics - Owais Raza Qadri
  6. Mountains of Makkah Lyrics - Zain Bhikha
  7. Radhitu Billahi Rabba Lyrics - Maher Zain
  8. Hungry Ones Lyrics - Native Deen
  9. Ya Rasoolallah Pukaro Ya Rasoolallah Lyrics - Milad Raza Qadri
  10. Aagaya Hai Lyrics - Labbayk
  11. Allah The Almighty Lyrics - Aashiq al-Rasul
  12. Al Qudsu Tunadeena Lyrics - Ahmed Bukhatir
  13. Zameen Meli Nahi Hoti Lyrics - Farhan Ali Qadri
  14. Missing You Lyrics - Ahmad Hussain
  15. Mawlaya (Arabic Version) Lyrics - Maher Zain
  16. That Moment He Smiled Lyrics - Zain Bhikha
  17. The Most Beautiful Names Lyrics - Nader Khan
  18. Hold My Hand Lyrics - Maher Zain
  19. Imagine Lyrics - Adam Ali
  20. Forgotten Promises Lyrics - Sami Yusuf
  21. Huzoor Jante Hain Lyrics - Owais Raza Qadri
  22. Call On Him Lyrics - Raef
  23. Mere Ghazi Kahaan Ho Lyrics - Shahid Baltistani
  24. Haq Allah Lyrics - Farhan Ali Qadri
  25. 25 Prophets Lyrics - Zain Bhikha

COMMENTS

Subscribe
Notify of

8 Comments
Newest
Oldest Most Voted
8
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x