Hazir Hain Hazri Mein Lyrics - Dhamani Sisters

By: 

Sun Lijiyeh Mola Sun Lijiyeh Aqa Lyrics

Sun lijiyeh mola Sun lijiyeh aqa (x4)
Hazir hain haziri mei hazarow ki hal ata
Fariyaad hain hum par bhi karam kijiyeh aqa (x2)

Bhai Hassan Hussain kay woh jaaney murtaza
Abbas alamdaar woh saqayeh Sakina
Tarif unki kya karun kya mujey how sana
Sadqa unhi kay naam ka milta hain marhaba

Sun lijiyeh mola Sun lijiyeh aqa (x2)

Jo hazarii Abbas alamdar ki karey
Allah uski muskile asaan sab karey

Din raat jo Abbas key naarey sey damb bharey
Kya gham usey duniya ka kisi sey woh kuy darey


Sun lijiyeh mola Sun lijiyeh aqa (x2)

Hain hazarii Abbas ki tashrif laayi yeh
Yane ali kay lal pey qurbaan jaahiyeh
Row kar adab key saath yeh parkar sunahi yeh
Sarkar aap ka hamey rowza dikha hiyeh

Sun lijiyeh mola Sun lijiyeh aqa (x2)

Aqa ko aaj apni musibat sunawo tum
Pehley tow apni aankhow sey aansu bahawo tum
Roro kay aag aatishey ghum ki bhujawo tum
Dilmei unhi ki yaad ko mehemaan banawo tum

Sun lijiyeh mola Sun lijiyeh aqa (x2)

Aik rowz jo mei majlisey Shabbir mei ghayi
Thi hazarii abbas alamdaar ki wahan
Jitna bhi dil mei ranj tha woh sarah mitghaya
Aakar kisi kaan mei chup kay sey yeh kahan

Sun lijiyeh mola Sun lijiyeh aqa (x2)

Mei jawun lowt awun wahan jaa kay ab kay saal
Kadmow pey sar jhukawun wahan jaa kay ab kay saal
Mei hazarii manawun wahan jaa kay ab kay saal
Sab ko yahi sunawun wahan jaa kay ab kay saal

Sun lijiyeh mola Sun lijiyeh aqa (x4)

Lyrics Information
Recited By: Fatima Dhamani and Batul Dhamani
Album: Ali Hamara Hai
Released: 2009


More Islamic Lyrics

  1. Kaash Abbass Na Maray Jaatay Lyrics - Dhamani Sisters
  2. Anything For You Lyrics - Sami Yusuf
  3. Fire Lyrics - Sami Yusuf
  4. Theraawo Sawaari Lyrics - Mesum Abbas
  5. Afreen Afreen Lyrics - Aashiq al-Rasul
  6. Is It True Lyrics - Abdullah Rolle
  7. Subhanallah (Subhan Allah) Lyrics - Khaleel Muhammad
  8. All For You Lyrics - Noor
  9. Free Lyrics - Sami Yusuf
  10. Sabke Hain Muhammad Lyrics - Imran Shaikh Attari
  11. The Chosen One Lyrics - Maher Zain
  12. Beloved Lyrics - Mesut Kurtis
  13. Who is the Loved One? Lyrics - Sami Yusuf
  14. Ey Hasnain Ke Nana Lyrics - Milad Raza Qadri
  15. Worth It Lyrics - Harris J.
  16. The Most Beautiful Names Lyrics - Nader Khan
  17. You Are My Life Lyrics - Harris J.
  18. Mein Tere Samne Lyrics - Ali Haider
  19. Allah Hoo Akbar Lyrics - Farhan Ali Qadri
  20. Ya Elahi Har Jagah Teri Ata Ka Saath Ho Lyrics - Owais Raza Qadri
  21. Deen-il-Islam Lyrics - Zain Bhikha
  22. My Little Girl Lyrics - Maher Zain
  23. Not Afraid To Stand Alone Lyrics - Native Deen
  24. Hansa Lyrics - Hamza Namira
  25. Peace & Blessings Lyrics - Raef

COMMENTS

Subscribe
Notify of

5 Comments
Newest
Oldest Most Voted
5
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x