Pyaare Nabi Ki Pyaari Nawasi Lyrics - Nadeem Sarwar

By: 

Pyaare Nabi Ki Pyaari Nawaasi Lyrics

Shaam ko qaidi ban kay chali hai x3

Pyaare Nabi Ki Pyaari Nawasi
Shaam ko qaidi ban ke chali he
Sabr ki malka zehra ki pyaari
Sham ko qaidi ban ke chali he

Pyaare Nabi ki pyaari nawasi, Shaam ko qaidi ban ke chali hai x2

Dekh rahi he koi to aaye, shaana pakar kar kaash bithaaye x2
Na he sawaari na he amaari, Shaam ko qaidi ban ke chali he

Pyaare Nabi ki pyaari nawasi, Shaam ko qaidi ban ke chali hai x2

Bhaai bhateeje bhaanje bete, Saath watan se aayi thi lekar x2
Haaye muqaddar aaj akeli, Shaam ko qaidi ban ke chali he


Pyaare Nabi ki pyaari nawasi, Shaam ko qaidi ban ke chali hai x2

Beton ko sadqa bhaai pe karke, jisne kiye the shukr ke sajda x2
Chhor ke tanha laash ko uski, Shaam ko qaidi ban ke chali he

Pyaare Nabi ki pyaari nawasi, Shaam ko qaidi ban ke chali hai x2

Jiski kaneezein nikle na baahar, balwe mein laaye usko sitamgar x2
Haaye ye ghurbat binte ali ki, Shaam ko qaidi ban ke chali he

Pyaare Nabi ki pyaari nawasi, Shaam ko qaidi ban ke chali hai x2

Kitne hi qaidi jitney churaye, aaj woh bibi sar ko jhukaaye x2
Eik rida ki ban ke sawali, Shaam ko qaidi ban ke chali he

Pyaare Nabi ki pyaari nawasi, Shaam ko qaidi ban ke chali hai x2

Socho woh manzar Sarwar-o-Rehan, bhaai ho jiska waarise quran x2
Kaise woh bibi ashk bahaati, Shaam ko qaidi ban ke chali he

Pyaare Nabi ki pyaari nawasi, Shaam ko qaidi ban ke chali hai x2

Noha Information:
Noha Reciter: Nadeem Sarwar Sons ( Syed Muhammad Ali Shanawar & Syed Muhammad Ali Ji )
Album: Nadeem Sarwar – 2007


More Islamic Lyrics

  1. Na Ho Aaram Jis Bimar Ko Lyrics - Farhan Ali Qadri
  2. Ya Rab Bimarey Kerbobala Lyrics - Dhamani Sisters
  3. Kivain Mukhre Toon Nazran Hatawan Lyrics - Milad Raza Qadri
  4. 99 Names of Muhammad Lyrics - Beautiful Names
  5. Mawlaya Lyrics - Maher Zain
  6. Allah Allah Nabi Ka Gharana Lyrics - Milad Raza Qadri
  7. Asma Allah Lyrics - Sami Yusuf
  8. Saaeein Mawla Lyrics - Fez Meghani
  9. Bazm-e-Konain Sajanain Kayliyay Aap Aeye Lyrics - Various Artists
  10. Doori Lyrics - Hamza Namira
  11. Ben Yürürüm Yane Yane Lyrics - Sami Yusuf
  12. Aaqa Ka Milad Aaya [Part 2-2] Lyrics - Owais Raza Qadri
  13. Ya Rab Meri Soi Lyrics - Farhan Ali Qadri
  14. Missing You Lyrics - Ahmad Hussain
  15. Insha Allah Lyrics - Maher Zain
  16. You Are The One Lyrics - Raef
  17. Aur Sham E Gharibaan Lyrics - Shahid Baltistani
  18. Ali Da Malang Mein Tey Ali Da Lyrics - Farhan Ali Qadri
  19. Aaj Duniya Main Khair-ul-Wara Agaey Lyrics - Milad Raza Qadri
  20. Jashan Sohne De Manaye Te Lyrics - Qari Shahid Mahmood
  21. Ya Hanah Lyrics - Hamza Namira
  22. Anything For You Lyrics - Sami Yusuf
  23. Palestine Lyrics - Irfan Makki
  24. Apni Nisbat Se Mein Kuch Nahi Hu Lyrics - Owais Raza Qadri
  25. Alwida Alwida Mahe Ramzan Lyrics - Syed Fasihuddin Soharwardi

COMMENTS

Subscribe
Notify of

34 Comments
Newest
Oldest Most Voted
34
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x