Aaj Duniya Main Khair-ul-Wara Agaey Lyrics - Milad Raza Qadri

By: 

Aaj Duniya Main Khair-ul-Wara Lyrics

Aaj duniya main Khair-ul-Wara aa gaye, x2
Agaey Agaey, Mustafa Agaey x2
Sayedi, Sayedi, Murshadi, Murshadi, Ya Nabi, Ya Nabi x2

Bazmein konain mein, har taraf shoor hai,
Mustafa aa gaye, Mujtaba aa gaye,
Aa gaye, aa gaye, Mustafa aa gaye x2
Sayedi, Sayedi, Murshadi, Murshadi, Ya Nabi, Ya Nabi x2

Aarsh walay mabark hain denay lagay x2
Farsh walo Habib e Khuda aa gaye, x2
Aa gaye, aa gaye, Mustafa aa gaye x2
Sayedi, Sayedi, Murshadi, Murshadi, Ya Nabi, Ya Nabi x2

Sar adab say Rasuloon kay bhi jhuk gaye,
Jis ghari Sarwarey Anbiya aa gaye, x2
Aa gaye, aa gaye, Mustafa aa gaye x2
Sayedi, Sayedi, Murshadi, Murshadi, Ya Nabi, Ya Nabi x2

Jin kay aanay say maoon ko betay milay, x2
Haan wohi, haan wohi dil ruba aa gaye, x2
Aa gaye, aa gaye, Mustafa aa gaye x2
Sayedi, Sayedi, Murshadi, Murshadi, Ya Nabi, Ya Nabi x2

Geet gaoon na kyun apnay lajpal kay, x2
Meray ghamkhwar hajat rawa aa gaye, x2
Aa gaye, aa gaye, Mustafa aa gaye x2
Sayedi, Sayedi, Murshadi, Murshadi, Ya Nabi, Ya Nabi x2

Har taraf hai Niazi samaan eid ka, x2
Mustafa aa gaye, Mustafa aa gaye, x2
Aa gaye, aa gaye, Mustafa aa gaye x2
Sayedi, Sayedi, Ya Nabi, Ya Nabi x2

Aaj Duniya Main Khair-ul-Wara Aa Gaye, x2
Aa gaye, aa gaye, Mustafa aa gaye x2
Sayedi, Sayedi, Murshadi, Murshadi, Ya Nabi, Ya Nabi x2

Urdu Naat Information:
Artist: Milad Raza Qadri
Album: Nasheeds of Mawlid
Produced: Oriental Star Agencies Ltd

Other Information:
For similar naat in different style called “Aa Gaye Aa Gaye Mustafa Aa Gaye” by Farhan Ali Qadri please visit http://islamiclyrics.net/farhan-ali-qadri/aa-gaye-aa-gaye-mustafa-aa-gaye/


More Islamic Lyrics

  1. A New Day Lyrics - Labbayk
  2. Khorasan (Arabic Version) Lyrics - Sami Yusuf
  3. Imagine A Day Lyrics - Labbayk
  4. Tauba Qabool Ho Lyrics - Mahmood Ul Hassan Ashrafi
  5. This Man Lyrics - Tom Robertson
  6. Ya Rahman – ?? ?? ?? ????? Lyrics - Jabar Abdollah
  7. Iman Ramzan Lyrics - Aamir Liaquat
  8. Celebrate Lyrics - Aashiq al-Rasul
  9. Neredesin (Turkish Version) Lyrics - Maher Zain
  10. Ya Nabi Salam Alayka (Turkish Version – Türkçe) Lyrics - Maher Zain
  11. Aye Khuda Lyrics - Ahmad Hussain
  12. Pyaare Nabi Ki Pyaari Nawasi Lyrics - Nadeem Sarwar
  13. Madinay Mein Yeh Hotey Hain Lyrics - Farhan Ali Qadri
  14. Every Beat Lyrics - Aashiq al-Rasul
  15. Allah Allah Nabi Ka Gharana Lyrics - Milad Raza Qadri
  16. Muhammad Nabina Lyrics - Hamada Helal
  17. Bagh Jannat Kay Hain Lyrics - Milad Raza Qadri
  18. Balaghal Ula Bekamaalaihi Lyrics - Syed Fasihuddin Soharwardi
  19. Children Of War Lyrics - Abdullah Rolle
  20. The Creator Lyrics - Sami Yusuf
  21. Bheeni Suhani Subhu Mein Thankdak Jigar Ki Hai Lyrics - Naat Lyrics
  22. Nas Teshbehlena Lyrics - Maher Zain
  23. Ellahi Lyrics - Zain Bhikha
  24. Best of Creation Lyrics - Labbayk
  25. Tajdar e Haram Lyrics - Owais Raza Qadri

COMMENTS

Subscribe
Notify of

38 Comments
Newest
Oldest Most Voted
38
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x