Tajdaar-e-Haram (Salaam) Lyrics - Milad Raza Qadri

By: 

Tajdaar-e-Haram Lyrics (Salaam)


Tajdaar-e-haram ey shehenshah-e-deen
Tum pey har dam karoroon durood-o-salaam

Ho nigah-e-karam ham pey sultan-e-deen
Tum pey har dam karoroon durood-o-salaam

Door reh kar na dam toot jaey kaheen
Kash taiba main ey merey mah-e-mobeen
Dafn ho nay ko mil jaey do gaz zameen
Tum pey har dam karoroon durood-o-salaam

Koi husn-e-amal paas mere naheen
Pas na jaoon qayamat main mola kaheen
Ey shafi-e-umam laaj rakna tumhee
Tum pey har dam karoroon durood-o-salaam

Donon alam main koi be tum sa naheen
Sab haseenon sey bar kar tumhee ho haseen
Qasim-e-rizq-e-rab-ul-ula ho tumhee
Tum pey har dam karoroon durood-o-salaam

Maut kay waqt kar do nigah-e-karam
Kash is shaan sey yeh nikal jaey dam
Sang-e-dar pey tumharay ho meree jabeen
Tum pey har dam karoroon durood-o-salaam

Pir bulalo madinay main attar ko
Apnay qadmon main raklo gunahgaar ko
Koi is kay siwa arzoo hee naheen
Tum pey har dam karoroon durood-o-salaam


More Islamic Lyrics

  1. Imdad Kun Lyrics - Owais Raza Qadri
  2. Haleema Main Tere Muqadran Tu Sadqe Lyrics - Naat Lyrics
  3. Who Is The Love One Lyrics - Mohammad Tahir Qadri
  4. A Way Of Life Lyrics - Zain Bhikha
  5. One Day Lyrics - Maher Zain
  6. Kivain Mukhre Toon Nazran Hatawan Lyrics - Milad Raza Qadri
  7. Muhammad (pbuh) Lyrics - Maher Zain
  8. Iman Ramzan Lyrics - Aamir Liaquat
  9. Balaghal Ula Be Kamalehi Lyrics - Sabri Brothers
  10. Lord of Ramadan Lyrics - CoTu
  11. Hum Hain Iltaja Wale Lyrics - Syed Altaf Shah Kazmi
  12. 99 Names of Allah Lyrics - Beautiful Names
  13. My Beloved Lyrics - Ahmad Hussain
  14. Don’t Wanna Be Afraid No More Lyrics - Noor
  15. Muhammad (Pbuh) Lyrics - Maher Zain
  16. After Hardship Comes Ease Lyrics - Saif Adam
  17. Koi Aaye Koi Jaye Lyrics - Mohammad Tahir Qadri
  18. Lab Pe Naat e Nabi Ka Lyrics - Aamir Liaquat
  19. Show Me Lyrics - Tom Robertson
  20. Kyun Kar Na Mere Dil Mein Ho Lyrics - Owais Raza Qadri
  21. Insha Allah Lyrics - Maher Zain
  22. Imagine Lyrics - Adam Ali
  23. Taha Lyrics - Sami Yusuf
  24. Allah Ya Moulana Lyrics - Maher Zain
  25. Jeena Hain Mushkil Lyrics - Ahmad Hussain

COMMENTS

Subscribe
Notify of

0 Comments
Newest
Oldest Most Voted
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x