Baat Jo Kijiye Aur Jab Kijiye Lyrics - Owais Raza Qadri

By: 

Baat Jo Kijiye Aur Jab Kijiye Lyrics

Baat jo kijiye or jab kijiye,
Saath mein Zikr-e-Mehboob kijiye.

Chahtay ho milay zoq ansu bahain,
lab baaton say band apnay lub kijiye.

Loh woh minar-o-gumbad nazar aa gaye,
Ab Salam arz sub ba-adab kijiye.

Subz gunbad kay saaye talay hain kharay,
Khoob taqdeer par rashk aab kijiye.

Woh nawaazein gay khali na lotaayein gay,
Unsay hajaat arz apni sub kijiye.
Saath mein zikr-e-Mehboob kijiye.

Dar pe aakar, bhikari phirein namurad,
Yeh gawara bhala aap kab kijiye.

Ru baroo jaalion kay kharay hain Hazoor,
Ab ataa bheek Shah-e-Arab kijiye.

Aap kay dar kay hotay kidhar jaayein hum,
Ab ataa bheek Shah-e-Arab kijiye

Dijiye hum ko khairat deedar ki,
Aab karam Ya Nabi behr-e-Rab kijiye.

Mar raha hoon gunahoon kay amraaz say,
Ek nazar Janib-e-Jaan balab kijiye.

Qalb-e-tareek par rakh kay apna qadam,
Chaandna mere Mah-e-Arab kijiye.

Sun kay faryad imdaad ko aa gaye,
Yaad Ubaid-e-Raza unko jab kijiye.

Unkay nisar, koi kaisay bhi ranj mein ho,
Jab Yaad aagaye hain, sub gham bhula diye hain,
Yaad Ubaid-e-Raza un ko jab kijiye.

Walah woh sun lein gay, faryad ko pohnchein gay,
Itna bhi to ho koi, jo aah karay dil say,
Yaad Ubaid-e-Raza unko jab kijiye.

Baat jo kijiye Aur jab kijiye,
Saath main Zikr-e-Mehboob kijiye.

Urdu Naat Information:
Sana Khuwaan: Owais Raza Qadri
Kalaam By: Obaid-E-Raza


More Islamic Lyrics

  1. Long Ago – 610 Lyrics - Khaleel Muhammad
  2. Generous Peace (Arabic) Lyrics - Kareem Salama
  3. Aaqa Ka Milad Aaya [Part 2-2] Lyrics - Owais Raza Qadri
  4. Aisa Tujhe Khaliq Ne Tarah Daar Banaya Lyrics - Naat Lyrics
  5. The Earth Trembled Lyrics - Voices Of Passion
  6. Sabke Hain Muhammad Lyrics - Imran Shaikh Attari
  7. Freedom Lyrics - Maher Zain
  8. Medina Lyrics - Maher Zain
  9. You Came To Me (Turkish) Lyrics - Sami Yusuf
  10. Koi Aaye Koi Jaye Lyrics - Mohammad Tahir Qadri
  11. Sachi Baat Sikhatay Ye Hain Lyrics - Owais Raza Qadri
  12. Fikr E Iqbal Lyrics - Shahid Baltistani
  13. Baraka Allahu Lakuma Lyrics - Maher Zain
  14. Ellahi Lyrics - Zain Bhikha
  15. Ramzan Ke Roze Aye Lyrics - Muzammil Hassan Qadri
  16. Ooj Pana Mere Huzoor Ka Hai Lyrics - Owais Raza Qadri
  17. Mother (Turkish) Lyrics - Sami Yusuf
  18. Prayer to Allah Lyrics - Voices Of Passion
  19. Balaghal Ula Be Kamalehi Lyrics - Sabri Brothers
  20. Children of the World Lyrics - Ahmad Hussain
  21. To Guide You Home Lyrics - Sami Yusuf
  22. The Rope Lyrics - Gaith Adhami
  23. Why? Lyrics - Ahmad Hussain
  24. Iltija Hai Iltija Lyrics - Aamir Fayyazi
  25. Huzoor Aisa Koi Intezam Ho Jaye Lyrics - Owais Raza Qadri

COMMENTS

Subscribe
Notify of

7 Comments
Newest
Oldest Most Voted
7
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x