Ooj Pana Mere Huzoor Ka Hai Lyrics - Owais Raza Qadri

By: 

Ooj Pana Mere Huzoor Ka Hai Lyrics

Oj Paana Mere Hazoor Ka Hai,
Arsh Jaana Mere Hazoor Ka Hai.

Arsh Se Bhi Paray Woh Ho Ae,
Aana Jaana Mere Hazoor Ka Hai.

Shadiyane Bajay Shab e Mairaj,
Aaj Jana Meray Huzoor Ka Hai.

Haq Ta’aala Ka Jalwa Raaton Raat,
Daikh Aana Mere Hazoor Ka Hai.

Baithay Baithay Madinah Ghoom Ae,
Kya Bulaana Mere Hazoor Ka Hai.

Dainay Waali Hai Zaat Allah Ki,
Par Dilaana Mere Hazoor Ka Hai.

Qabr Ka Khoaf Ho Mujhay Kyon Kar,
Wahan pay aana mery huzoor ka hai.

Gam Na Mehsar Ki Dhoop Ka Hai Waan,
Shamiyana Mere Huzur Ka Hai.

Kash Kehnay Lagain Yeh Log Obaid,
Tu Deewana Mere Hazoor Ka Hai

Dil Ubaid E Raza Ka Hai Gulshan,
Dil Sajana Mere Huzur Ka Hai.

Main Hoon Tayyar Intezar Yeh Hai,
Kab Bulaana Mere Hazoor Ka Hai.

La’al-o-yaqoot-o-neelam-o-marjaan,
Har Khazaana Mere Hazoor Ka Hai.

La’al-o-yaqoot-o-neelam-o-marjaan,
Har Khazaana Mere Hazoor Ka Hai.

Bhai Bhai Muhajiro Ansar,
Dil Milana Mere Huzur Ka Hai.

Lalo Yaqut Nilamo Marjan,
Har Khazana Mere Huzur Ka Hai.

Jame Sheer Ek Sher Sattar Ne,
Ye Pilana Mere Huzur Ka Hai.

Nasheed Information:

Singer: Owais Raza Qadri


More Islamic Lyrics

  1. Naat Sarkar Ki Parhata Hoon Mein Lyrics - Milad Raza Qadri
  2. Open Your Eyes Lyrics - Maher Zain
  3. Idhar Hazaron Nabi o Mursal Lyrics - Shahbaz Qamar Fareedi
  4. Hushed Lyrics - Gaith Adhami
  5. Al-Mu’allim Lyrics - Sami Yusuf
  6. Incha Allah (French) Lyrics - Maher Zain
  7. Allah Tera Shukar Hai Lyrics - Abdul Hameed Rana Soharwardi
  8. Let Us Not Forget Lyrics - Sami Yusuf
  9. Kun Anta Lyrics - Humood Alkhudher
  10. Thandi Thandi Hawa Lyrics - Hooria Rafiq
  11. Karam Karte Ho Rehte Ho Lyrics - Naat Lyrics
  12. As Subhu Badaa Lyrics - Aashiq al-Rasul
  13. I Believe feat. Maher Zain Lyrics - Irfan Makki
  14. Khuloos Ki Roshnai Lay Ker Lyrics - Wazir Syed
  15. Rabbana Lyrics - Labbayk
  16. Number One For Me Lyrics - Maher Zain
  17. Ala Bab Allah Lyrics - Hamza Namira
  18. Hope Survives Lyrics - Sami Yusuf
  19. Heart of Homs Lyrics - Gaith Adhami
  20. Main To Panjtan Ka Ghulam Hoon Lyrics - Syed Fasihuddin Soharwardi
  21. Durood e Ibrahimi Lyrics - Durood Shareef
  22. Rabbee Yebarik Lyrics - Maher Zain
  23. Lay Down Your Head Lyrics - Zain Bhikha
  24. To Guide You Home Lyrics - Sami Yusuf
  25. Alhubbu Yasood – ???? ???? Lyrics - Maher Zain

COMMENTS

Subscribe
Notify of

11 Comments
Newest
Oldest Most Voted
11
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x