Zameen Meli Nahi Hoti Lyrics - Farhan Ali Qadri

By: 

Zameen Meli Nahi Hoti Lyrics

Zameen Maili Nahin Hoti Zaman Maila Nahin Hota
Zamin Maili Nahi Hoti Zaman Maila Nahin Hota
Muhammad Ke Gulamon Ka Kafan Maila Nahi Hota

Mohabbat Kamli Wale se Woh Jazba Hai Suno Logo
Yeh Jis Mann Main Sama jaaye Woh Mann Maila Nahin Hota
Muhammad Ke Gulamon Ka Kafan Maila Nahi Hota

Nabi key paak langar par jo paltey hey kabhi unkee
Zabaan maili nahin hoti, sukhan maila nahin hota
Muhammad Ke Gulamon Ka Kafan Maila Nahi Hota

Mere aqaa ki ulfat to badan ko jag magatee hey
Kabhi ehl-e Muhammad ka badan maila nahin hota
Muhammad Ke Gulamon Ka Kafan Maila Nahin Hota


Gulon ko Chum Laite Hain Sahar’nam Shab’nami Qatre
Nabi ki Naat Sun Le tu Chaman Maila Nahin Hota
Muhammad Ke Gulamon Ka Kafan Maila Nahin Hota

Jo Naam-e-Mustafa Chume Nahi Dukhti Kabhi Ankhen
Pehen Le Pyaar jo Unka Badan Maila Nahni Hota
Muhammad Ke Gulamon Ka Kafan Maila Nahin Hota

Main Nazan tu Nahi fan par, Magar Nasir yeh Dawa hai
Sana-e-Mustafa karne se fan Maila Nahin Hota
Muhammad Ke Gulamon Ka Kafan Maila Nahi Hota

Zamin Maili Nahi Hoti Zaman Maila Nahi Hota
Muhammad Ke Gulamon Ka Kafan Maila Nahin Hota.

Naat Information:
Naat Sharif Reciter: Farhan Ali Qadri
Album: Aa Gaye Sarkar
Producer: Muhammad Ali Qadri
Release: M.F. Stereo


More Islamic Lyrics

  1. No One Knows But Me Lyrics - Raef
  2. Ring in the Desert Lyrics - Gaith Adhami
  3. Freedom Tree Lyrics - Gaith Adhami
  4. ‘Asheqan Lyrics - Sami Yusuf
  5. Sagri Rain Tarapty Guzri Lyrics - Milad Raza Qadri
  6. Panaah Lyrics - Fez Meghani
  7. Raastein Saaf Batatay Hain Lyrics - Owais Raza Qadri
  8. ??? ??????? ??? ???? ????? – Buniyal Islam Ala Khamsin Kamsathi Ana Ka Nin Fe Din Lyrics - Various Artists
  9. Close To You Lyrics - Maher Zain
  10. Aye Naseeb Mere Naseeb Tu Lyrics - Naat Lyrics
  11. Kun Anta Lyrics - Humood Alkhudher
  12. The Chosen One Lyrics - Maher Zain
  13. Ab Meri Nigahoon Main Lyrics - Syed Fasihuddin Soharwardi
  14. Taiba Ke Jane Wale Lyrics - Owais Raza Qadri
  15. Kamil Hai Jo Azal Se Lyrics - Zulfiqar Ali
  16. Bekhud Kiye Dete Hain Lyrics - Aamir Liaquat
  17. You Came To Me Lyrics - Sami Yusuf
  18. Shehar e Tamanna Taiba Mein Aaya Lyrics - Mohammad Tahir Qadri
  19. Ajab Rang Par Hai Bahare Madina Lyrics - Naat Lyrics
  20. Show Me Lyrics - Tom Robertson
  21. Give The Young A Chance Lyrics - Sami Yusuf
  22. Shukar Hai Tera Khudaya Lyrics - Hafiz Ahsan Amin
  23. Heart of Homs Lyrics - Gaith Adhami
  24. The Rope Lyrics - Gaith Adhami
  25. Bookshelf Lyrics - Gaith Adhami

COMMENTS

Subscribe
Notify of

42 Comments
Newest
Oldest Most Voted
42
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x