Madinay Mein Yeh Hotey Hain Lyrics - Farhan Ali Qadri

By: 

Madinay Main Yeh Hotay Hain Lyrics

Madinay main yeh hotay hain, yahan par yeh nahin hotay
Diwaaney Barwee ki shab, nahin sotay, nahin sotay.

Khyaalon ka, safar in ko, Madinay ley ke jaata hain
Nabi ki yaad sey ghaafil, yeh ik pal bhi nahin hotay.

Madinay main yeh hotay hain, yaha par yeh nahin hotay
Diwaaney Barwee ki shab, nahin sotay, nahin sotay.

Yeh jin ke sadqey khaatay hain, unhee ke ghun yeh ghaatay hain
Kisi bhi ghar ke dar par, nahin jhooktay, nahin rotay.

Madinay main yeh hotay hain, yaha par yeh nahin hotay
Diwaaney Barwee ki shab, nahin sotay, nahin sotay.

Inhen Hasnain sey ulfat, hai unkay nana sey ulfat
Hain panjtan paak ke aashiq, kisi sey yeh nahin dartey.

Madinay main yeh hotay hain, yaha par yeh nahin hotay
Diwaaney Barwee ki shab, nahin sotay, nahin sotay.

Darud-e-paak partay hain salaam un ko yeh kartey hain
Yih rahmat paaey jaatey hain, teree tarha nahin khotay.

Madinay main yeh hotay hain, yaha par yeh nahin hotay
Diwaaney Barwee ki shab, nahin sotay, nahin sotay.

Zarra deyko, to diwaanay pukaaray marhaba aqa
Yih un ke jashne aamad sey, kabhi ghaafil nahin hotay.

Madinay main yeh hotay hain, yaha par yeh nahin hotay
Diwaaney Barwee ki shab, nahin sotay, nahin sotay.

Diwano main, dawana Aabidi behi yih shayad
Jo kehta phir rahaa hai aaj ki shab hum nahin sotay.

Madinay main yeh hotay hain, yaha par yeh nahin hotay
Diwaaney Barwee ki shab, nahin sotay, nahin sotay.

Urdu Naats Information:

Naat Sharif Reciter: Farhan Ali Qadri
Album: Aa Gaye Sarkar
Producer: Muhammad Ali Qadri
Release: M.F. Stereo


More Islamic Lyrics

  1. Sabke Hain Muhammad Lyrics - Imran Shaikh Attari
  2. Broken Lyrics - Zain Bhikha
  3. Palestine Lyrics - Labbayk
  4. Aie Sabz Gumbad Wale Lyrics - Owais Raza Qadri
  5. Children Of War Lyrics - Abdullah Rolle
  6. Peace Lyrics - Abdullah Rolle
  7. Subha Taiba Mein Hui Lyrics - Owais Raza Qadri
  8. An Nabi Sallu Alai [Part 2-2] Lyrics - Owais Raza Qadri
  9. Al-Mu’allim Lyrics - Sami Yusuf
  10. My Little Girl Lyrics - Maher Zain
  11. When I Grow Up Lyrics - Zain Bhikha
  12. As Subhu Badaa Lyrics - Aashiq al-Rasul
  13. The Lord of the Worlds Lyrics - Labbayk
  14. Ya Nabi Salam Alaika Ya Rasool Salam Alaika Lyrics - Owais Raza Qadri
  15. Tera Naam Virde Zubaan Rahay Lyrics - Milad Raza Qadri
  16. Fragile World Lyrics - Sami Yusuf
  17. Karam Kay Aashiyanay Ki Lyrics - Syed Ikram Akbar Bukhari
  18. Haqeeqat Mein Woh Lutfe Zindagi Lyrics - Mohammad Mushtaq Qadri
  19. Shukar Hai Tera Khudaya Lyrics - Hafiz Ahsan Amin
  20. Inna Fil Jannati Lyrics - Sami Yusuf
  21. Allahu Allah Lyrics - Labbayk
  22. The Rope Lyrics - Gaith Adhami
  23. Don’t Wanna Be Afraid No More Lyrics - Noor
  24. Zameen Meli Nahi Hoti Lyrics - Farhan Ali Qadri
  25. The Mountain Lyrics - Tom Robertson

COMMENTS

Subscribe
Notify of

25 Comments
Newest
Oldest Most Voted
25
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x