Taiba Taiba Lyrics - Hooria Rafiq

By: 

Taiba Taiba Lyrics

Taiba, Taiba, Taiba, Taiba!
Taiba, Taiba, Taiba, Taiba!

Mustafa kay des main pyari hawwaa lay chal mujhay
Roza e Sarkar pay doun ga dua lay chal mujhay.

Taiba, Taiba, Taiba, Taiba!
Taiba, Taiba, Taiba, Taiba!

Kehtay hain kay zindagi main kal kabhi aati nahin
Unkay dar par aaj hee badal saba lay chal mujhay.

Taiba, Taiba, Taiba, Taiba!
Taiba, Taiba, Taiba, Taiba!

Aie Madinay kay musafir ho kisi ko na khabar
Is tarha say apni palkoon main chupa le chal mujhe.

Taiba, Taiba, Taiba, Taiba!
Taiba, Taiba, Taiba, Taiba!

Hazri kay baad Sheh e Mustafa main dosto
Koi bhi deta nahin hai yeh sada lay chal mujhay.

Taiba, Taiba, Taiba, Taiba!
Taiba, Taiba, Taiba, Taiba!

Aie qadeer e baynawa tu sue e Taiba saath main
Unkay sadqay main tera ho ga bhala lay chal mujhe.

Taiba, Taiba, Taiba, Taiba!
Taiba, Taiba, Taiba, Taiba!
Taiba, Taiba, Taiba, Taiba!
Taiba, Taiba, Taiba, Taiba!


More Islamic Lyrics

  1. Karam Karte Ho Rehte Ho Lyrics - Naat Lyrics
  2. Zindagi Ka Bharosa Nahin Lyrics - Shadman Raza
  3. My People Lyrics - Yusuf Islam
  4. Allahu Lyrics - Sami Yusuf
  5. Masha Allah Lyrics - Maher Zain
  6. Burdah Lyrics - Mesut Kurtis
  7. Taweel Al Shawq Lyrics - Ahmed Bukhatir
  8. True Love Lyrics - Maher Zain
  9. Taiba Ke Jane Wale Lyrics - Owais Raza Qadri
  10. Noor Wala Aaya Hai Lyrics - Farhan Ali Qadri
  11. Aap Kiya Jane Fatima Kiya Hai Lyrics - Shadman Raza
  12. Zahe Muqaddar Lyrics - Waheed Zafar Qasmi
  13. Ignorant Minds Lyrics - Tom Robertson
  14. Zainab Ka Wasta Lyrics - Dhamani Sisters
  15. Mamma Lyrics - Irfan Makki
  16. Only Fear Allah Lyrics - Native Deen
  17. Number One For Me Lyrics - Maher Zain
  18. Qasidah Burdah Lyrics - Labbayk
  19. Sign Language Lyrics - Gaith Adhami
  20. Homecoming Lyrics - Gaith Adhami
  21. Wedding Nasheed Lyrics - Labbayk
  22. Extracts of Qasida Burda Lyrics - Various Artists
  23. Karam Karam Mola Lyrics - Milad Raza Qadri
  24. Gaza Lyrics - Native Deen
  25. Let You Know Lyrics - Labbayk

COMMENTS

Subscribe
Notify of

31 Comments
Newest
Oldest Most Voted
31
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x