Agar Koi Apna Bhala Chahta Hai Lyrics - Mohammad Rehan Qureshi

By: 

Agar Koi Apna Bhala Chahta Hai Lyrics

sallallahu `alayhi wa sallam
sallallahu `alayhi wa sallam

Agar Koi Apna Bhala Chahta Hei
Usay chahay jisko, Khuda chahta hei
sallallahu `alayhi wa sallam
sallallahu `alayhi wa sallam

Durood un pe bhejo, salaam un pey bhejo
Khuda ki kasam yeh khuda chahta hai.
sallallahu `alayhi wa sallam
sallallahu `alayhi wa sallam.

Khuda ki raza, Mustafa chahtey hain,
Khuda Mustafa ki, raza chahta hai.
sallallahu `alayhi wa sallam
sallallahu `alayhi wa sallam.

Fakiroon kay malja, yeh mangta tumhara
Madinay main thori sija chahta hei.
sallallahu `alayhi wa sallam
sallallahu `alayhi wa sallam.

Banaley mujhey apna mehman Aaqa
Yeh har aik shaho ghada chahta hai.
sallallahu `alayhi wa sallam
sallallahu `alayhi wa sallam.

Karey khuld hasil Habib e Khuda ka,
Jo insaan kurbe Khuda chahta hai
sallallahu `alayhi wa sallam
sallallahu `alayhi wa sallam.

Agar koi apna bhala chahta hai
Usey chahi jisko, Khuda chahta hai
sallallahu `alayhi wa sallam
sallallahu `alayhi wa sallam.

Urdu Naat Information:
Naat Khwan: Mohammad Rehan Qureshi


More Islamic Lyrics

  1. Aye Mere Asghar E Bezubaan Lyrics - Irfan Hussain
  2. Cadence Lyrics - Sami Yusuf
  3. Ya Rab Hai Bakhsh Dena Lyrics - Owais Raza Qadri
  4. Dil Main Ishq e Nabi Lyrics - Milad Raza Qadri
  5. Ajaban Lyrics - Ahmed Bukhatir
  6. Naat Sarkar Ki Parhata Hoon Mein Lyrics - Milad Raza Qadri
  7. Nabi Ka Zikar Hi Lyrics - Umair Zubair Qadri
  8. Tan Sadkay Mera Man Sadkay Lyrics - Milad Raza Qadri
  9. Du’a Lyrics - Sami Yusuf
  10. Al Qudsu Tunadeena Lyrics - Ahmed Bukhatir
  11. Rang Day Moula Lyrics - Owais Raza Qadri
  12. Kya Bayaan Azmatein Houn Teri Shaha Lyrics - Naat Lyrics
  13. Yeh Meri Maa Ki Duaon Ka Asar Lagta Hai Lyrics - Shahbaz Qamar Fareedi
  14. Wa Hassan Sabz E Qaba Lyrics - Shahid Baltistani
  15. Is It True Lyrics - Abdullah Rolle
  16. A is for Allah Lyrics - Yusuf Islam
  17. Sizomkhonz’ uAllah Lyrics - Zain Bhikha
  18. Palestine Lyrics - Irfan Makki
  19. Autumn Lyrics - Sami Yusuf
  20. My Faith My Voice Lyrics - Native Deen
  21. Hold My Hand Lyrics - Maher Zain
  22. Shine Lyrics - Sami Yusuf
  23. Muhammad (pbuh) Lyrics - Maher Zain
  24. Aaqa Ka Milad Aaya [Part 2-2] Lyrics - Owais Raza Qadri
  25. Ya Zal Jalali Wal Ikram Lyrics - Urdu Hamds

COMMENTS

Subscribe
Notify of

6 Comments
Newest
Oldest Most Voted
6
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x