Merey Mola Mujhey Do Sahara Lyrics - Dhamani Sisters

By: 

Meray Mola Mujhey Do Sahara Lyrics

Merey mola mujhey do sahara

Meiney thaama hain daman tumhara

Dhaltay suraj ko tumay ubhara

Meiney thaama hain daman tumhara

Tumhi mushkil kusha ae jahan how

Tumhi mola ae kowno makaan how

Ambiya ney bhi tumko pukarah

Meiney thaama hain daman tumhara

Dhaltay suraj ko tumay ubhara


Meiney thaama hain daman tumhara (x2)

Meri kashti bhawar mei phasi hain

Dushmanow key labow par hasii hain

Kardow nazdikh ham sey kinara

Meiney thaama hain daman tumhara

Dhaltay suraj ko tumay ubhara

Meiney thaama hain daman tumhara (x2)

Ghardishow mei muqadar hain mera

Kya karun charsu hai andhera

Tumjo chahow tow chamkey sitara

Meiney thaama hain daman tumhara

Dhaltay suraj ko tumay ubhara

Meiney thaama hain daman tumhara (x2)

Behrey Abbas bazu ko thamow

Muskilow sey hamey tum bachalow

Terey dar pey hai sarkham hamara

Meiney thaama hain daman tumhara

Dhaltay suraj ko tumay ubhara

Meiney thaama hain daman tumhara (x2)

Wasta akbere nawjawan ka

Wasta chemahiney ki jaan ka

Kardow rehemat ka bas ab isharah

Meiney thaama hain daman tumhara

Dhaltay suraj ko tumay ubhara

Meiney thaama hain daman tumhara (x2)

Apni zakira par rehem khawo

Jald rowzey pey mola bulawo

Milkay dar dekhey sab phir tumhara

Meiney thaama hain daman tumhara

Dhaltay suraj ko tumay ubhara

Meiney thaama hain daman tumhara (x3)

Lyrics Information
Recited By:Fatima Dhamani and Batul Dhamani
Album: Ali Hamara Hai
Released: 2009


More Islamic Lyrics

  1. Kamli Wale Deh Darbar Di Gal Lyrics - Hafiz Ahsan Amin
  2. Allahumma Salli ‘ala Muhammed Lyrics - Aashiq al-Rasul
  3. Hamziyya Lyrics - Sami Yusuf
  4. Dil Main Ishq e Nabi Lyrics - Milad Raza Qadri
  5. Ahl Al Bayt Lyrics - Nader Khan
  6. Rabana Ya Rabana Lyrics - Owais Raza Qadri
  7. Ghar Lut Gaya Lyrics - Mesum Abbas
  8. Tan Sadkay Mera Man Sadkay Lyrics - Milad Raza Qadri
  9. Asma ul Husna Lyrics - Labbayk
  10. Change our Hearts Lyrics - Abdullah Rolle
  11. Pukara Dilsay Kisi Ney Lyrics - Dhamani Sisters
  12. Provu Tumi Amari Lyrics - Labbayk
  13. Wah Kiya Joodo Karam Lyrics - Syed Ikram Akbar Bukhari
  14. Koi Aaye Koi Jaye Lyrics - Mohammad Tahir Qadri
  15. Panaah Lyrics - Fez Meghani
  16. Aaqa Ka Milad Aaya [Part 1-2] Lyrics - Owais Raza Qadri
  17. Every Morning Lyrics - Labbayk
  18. Tumhare Sajde Ko Kaba Salam Kehta Hai Lyrics - Naat Lyrics
  19. Aa Gaye Aa Gaye Mustafa Aa Gaye Lyrics - Farhan Ali Qadri
  20. You Came To Me Lyrics - Sami Yusuf
  21. Silent Words Lyrics - Sami Yusuf
  22. Ramzan Ke Roze Aye Lyrics - Muzammil Hassan Qadri
  23. Wo Jo Haal e Khasta They Hausley Lyrics - Naat Lyrics
  24. Naat by Hazrat Uthman ibn Affan “Ghani” (R.A.) Lyrics - Old Lyrics
  25. Mohammed Ke Shaher Mein [Part 2-3] Lyrics - Aslam Sabri

COMMENTS

Subscribe
Notify of
guest

6 Comments
Newest
Oldest Most Voted
Inline Feedbacks
View all comments
6
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x