Ya Zal Jalali Wal Ikram Lyrics - Urdu Hamds

By: 

Ya Zal Jalali Wal Ikram Lyrics


( this HAMD contains all ASMA ul HUSNA )

Ya Zal Jalali Wal Ikram
Ya Jal jalali val ikram, Ya Haadi Ya Saboor
Ho nazar e karam bandon pe tere, Ya Qauwi Ya Ghafoor

Tu Mushawwir tu Muttqabbir, Tu Vaali or Muqtadeer
Saara aalam dam se tere, Tu Awwal hai tu Aakhir

Ya Muhaimino Ya Mumeen, Ya Muqseeto Ya Muqeet
Ya Mughnio Ya Mueed, Ya Mujeebo Ya Mumeet

Aye Adl o Vudood Mueez Mushi, Sadqey se tere hai sab ki khushi
Aye Maalik e mulk wo jaam pila, Ta-hashr rahey ye madhoshi

Khabeer o Muqaddim aur Jaleel, Haleem o Mu’aakhir aur Kareem
Aziz o Kabir aur Haq Vakeel, Shahid o Baaiz Majeed Azeem

Ya Qadeer o Ya Hasib, Ya Hakeem o Ya Khafeez
Ya Zahir o Ya Baatin, Ya Vaaris o Ya Hafeez

Annoor Samad Qayyum Ahad, Quddus Ghani Kaabij o Vase’e
Har ism me tu maqbul hai Bar, Ya Hayyo Alii Jaami o Maanii

Razzaq tu hi Qahhar tu hi, Fattah tu hi Jabbar tu hi
Tawwab tu hi Azzar tu hi, Ghamkhwaar mere Ghaffar tu hi

Tu Muta’ali Vaali hai, Tu Baaqi sab faani hai
Vahab o Rauf Rakeeb o Lateef, Tum jaisa na koi saani hai

Raafe o Naafe Ajjv o Hakeem, Baari Shakur o Salaam o Aleem
Bakhshish ke teri hum taalib hain, Aye Muhyee Muzeel Aye Muntaqeem

Tu Raashid hai Maajid hai, Tu Haamid hai Vaajid hai
Hai kaun Samii tumrey jaisa, Beshaq tu hi Vaahid hai

Rehmaan o Rahim hai Tu Baasit, Mubdi o Mateen hai tu Maalik
Baaqi o Basheer Hai tu beshaq, ‘ Mehboob ‘ hai adnaa tu Khaliq

Haq lailaaha illallah, Haq lailaaha illallah
Haq lailaaha illallah, Muhammadurr Rasoolallah (s.a.w.)

Submitted by: Mehboob Makrani


More Islamic Lyrics

  1. Oh Lord Lyrics - Abdullah Rolle
  2. Ya Muhawwin Lyrics - Hamza Namira
  3. One Day Lyrics - Maher Zain
  4. Mawlaya Lyrics - Maher Zain
  5. Mere Ghazi Kahaan Ho Lyrics - Shahid Baltistani
  6. Our Creation Lyrics - Tom Robertson
  7. Ya Taybah Lyrics - Native Deen
  8. You’re There Lyrics - Raef
  9. Dunya Ke Ay Musafir Lyrics - Labbayk
  10. Redemption Song Lyrics - Raef
  11. Aap Kiya Jane Fatima Kiya Hai Lyrics - Shadman Raza
  12. Lord of Ramadan Lyrics - CoTu
  13. Jashne Aamede Rasool Lyrics - Shaam
  14. Saday Wal Sohniyan Lyrics - Syed Fasihuddin Soharwardi
  15. Freedom Tree Lyrics - Gaith Adhami
  16. Lagian Ne Mojan Lyrics - Farhan Ali Qadri
  17. Open Your Eyes Lyrics - Labbayk
  18. Karam Karte Ho Rehte Ho Lyrics - Naat Lyrics
  19. Ya Syedi Ya Mustafa Lyrics - Syeda Amber Saleem
  20. Hansa Lyrics - Hamza Namira
  21. Without You Lyrics - Sami Yusuf
  22. Nabi Ki Naat Ki Mehfil Lyrics - Farhan Ali Qadri
  23. Good Day Lyrics - Maher Zain
  24. Masha Allah (Arabic Version) Lyrics - Maher Zain
  25. Lut Kay Aayi Hoon Mein Nana Jaan Lyrics - Hashim Sisters

COMMENTS

Subscribe
Notify of

1 Comment
Newest
Oldest Most Voted
1
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x