Hum Hain Iltaja Wale Lyrics - Syed Altaf Shah Kazmi

By: 

Hum Hain Iltaja Wale Lyrics

Hum hain Iltijaa waalay, Aap hain ata waalay,
Bheek kuch ataa karna, aye meray sakha walay.

Cher na hamein dunya, ham hain Mustafa (SAW) waalay,
Sayyidul Wara waley, Shah e Do Sara waalay.

Mein mareez e taiba hoon, us galli may lay jao,
Haan wohi gali jis kay, zaray hay shifaa waalay.

Khud kaha meray Rab (SWT) nay, bakhsh doun ga main sab ko,
Par aain yaar kay dar par, yeh jithnay hain khata waalay.

Mar to jayein gay lekin, ghair say na mangain gay,
Aaqa aap kay bhikari to, hain bari anaa waalay.

Waqt kay salaami bhi, bheek lenay aatay hain,
Aray taajdaar aisay hain, yay khaak e naqsh e paa waalay.

Maal o zar ki yeh Altaf, kuch nahinn hamain parwaa,
Array jaan bhi lutatay hain, admi wafa waalay.

Cheir na hamain dunya, ham hain Mustafa (SAW) waalay,
Cheir na hamain dunya, ham hain Mustafa (SAW) waalay,

Na’at Information:

Nasheed Reciter: Syed Altaf Shah Kazmi
Album: Rab De Yaar Da Yaar Siddiq (Volume 2)


More Islamic Lyrics

  1. Kiya Khabar Kya Saza Mujh Ko Milti Lyrics - Waheed Zafar Qasmi
  2. Aye Khuda Lyrics - Ahmad Hussain
  3. Ban Ke Saa’el Lyrics - Farhan Ali Qadri
  4. Tanam Farsooda Jaan Para Lyrics - Zulfiqar Ali
  5. Kaliyan Zulfan Wala Lyrics - Owais Raza Qadri
  6. Beautiful World Lyrics - Noor
  7. Naat by Hazrat Abu Bakr “Al-Siddiq” (R.A.) Lyrics - Old Lyrics
  8. An Nabi Sallu Alai [Part 2-2] Lyrics - Owais Raza Qadri
  9. Allah Hu Lyrics - Aashiq al-Rasul
  10. Sizomkhonz’ uAllah Lyrics - Zain Bhikha
  11. Ramadan (Malay – Bahasa Version) Lyrics - Maher Zain
  12. Mazagh Nigahon Nein Lyrics - Milad Raza Qadri
  13. Ya Nabi Salam Alaika Ya Rasool Salam Alaika Lyrics - Owais Raza Qadri
  14. Amma Nee Amma Lyrics - Milad Raza Qadri
  15. Eid Mubarak Lyrics - Harris J.
  16. Ghar Lut Gaya Lyrics - Mesum Abbas
  17. Zameen Maili Nahi Hoti Lyrics - Shahbaz Qamar Fareedi
  18. Ishq Kay Rang Mein Rang Jao Mere Yaar Lyrics - Owais Raza Qadri
  19. The Earth Trembled Lyrics - Voices Of Passion
  20. Without You Lyrics - Sami Yusuf
  21. Aaj Ashk Mere Naat Sunain Lyrics - Khursheed Ahmad
  22. Always Be There (French) Lyrics - Maher Zain
  23. Good Life Lyrics - Harris J.
  24. Karam Karam Mola Lyrics - Milad Raza Qadri
  25. Baraka Allahu Lakuma Lyrics - Maher Zain

COMMENTS

Subscribe
Notify of

6 Comments
Newest
Oldest Most Voted
6
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x