Mein Jashn E Aamad E Sarkar Lyrics - Owais Raza Qadri

By: 

Mein Jashn-e-Aamad-e-Sarkar Lyrics

mein jashn-e-aamad-e-sarkar yoon manaonga
k jhoom jhoom k naat-e-nabi sunaonga

wiladat-e-shah-e-deen ka mahina aaya hai
gali makaan dukaan aaj sub sunaonga

juloos-e-jashn-e-wiladat ehtiraam k sath
qadam qadam pe duroodon k gul khilaonga

utha k haath mein parcham nabi ki azmat ka
mein marhaba ki sadaaein lagaye jaonga

urooj mujh ko mila naat-e-mustafa k tufail
karam se un k bulandi pe or jaonga

hai sar pe taaj mere nisbat-e-raza ka ubaid


raza k naam ka sadqa hamesha khaonga.

Nasheed Information:

Singer: Owais Raza Qadri
Album: Rang Day Moula


More Islamic Lyrics

  1. SubhanAllah Lyrics - Native Deen
  2. Every Day Lyrics - Tom Robertson
  3. Every Morning Lyrics - Labbayk
  4. Waiting For The Call Lyrics - Irfan Makki
  5. Show Me Lyrics - Tom Robertson
  6. Naimatain Banta Jis Simt Woh Zeeshan Gaya Lyrics - Syed Fasihuddin Soharwardi
  7. A Piece of Land Lyrics - Dawud Wharnsby
  8. Hajio Aao Shahenshah Ka Roza Dekho Lyrics - Owais Raza Qadri
  9. Kalma Sharif Lyrics - Milad Raza Qadri
  10. Ooj Pana Mere Huzoor Ka Hai Lyrics - Owais Raza Qadri
  11. Mera Sehreyan Wala Akber Lyrics - Dhamani Sisters
  12. Mera Asghar Kafi Hai Lyrics - Shahid Baltistani
  13. Nas Teshbehlena Lyrics - Maher Zain
  14. Circle Lyrics - Sami Yusuf
  15. Doori Lyrics - Hamza Namira
  16. Meditation Lyrics - Sami Yusuf
  17. Children of the World Lyrics - Ahmad Hussain
  18. Tajdaar-e-Haram (Salaam) Lyrics - Milad Raza Qadri
  19. Subhanallah Lyrics - Labbayk
  20. Rabbee Yebarik Lyrics - Maher Zain
  21. Meri Kashti Paar Laga Dena Lyrics - Saira Naseem
  22. Haji Menuju Allah Lyrics - Raihan
  23. Hoon Mein Nadim Gunahoon Par Ya Rab Lyrics - Owais Raza Qadri
  24. Land of Revelation Lyrics - Zain Bhikha
  25. Paradise Lyrics - Maher Zain

COMMENTS

Subscribe
Notify of

6 Comments
Newest
Oldest Most Voted
6
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x