Mangnay Ka Maza Hei Dar e Yaar Par Lyrics - Owais Raza Qadri

By: 

Maangnay Ka Maza Hai Dar-e-Yaar Per Lyrics

Maangnay ka maza hai Dar-e-Yaar per,
Har talab per ataa hai Dar-e-Yaar par.

Kis cheez ki kami hai, Mola teri gali mein,
Dunya teri gali mein, Uqba teri gali mein,
Jholiyaan sab ki bhari jati hain,
Denay wali naza nahin aata.
Bay talab mill raha hai, Dar-e-Yaar par,

Jis ko jo mila, unsay milla,
Bati hain konain mein neimat Rasoollah (SAW) ki,
Manganay walo humko to yoon chahiye,
Kay mangna kisi say bhi kyon chahiye,
Kon deta hai denay ko moun chahiye,
Denay wala hai sacha hamara Nabi (SAW).

Kon lab kholta hai Dar-e-Yaar per,
Bay talab mil raha hai Dar-e-Yaar per.

Ab tangiye dama pay na ja, aur bhi kuch mang,
Hai aaj woh mail Data aur bhi kuch mang,
Sarkar (SAW) ka dar hai, dare shaha to nahin hai,
Jo mang liye, mang liya, aur bhi kuch mang.

Maang un say nahi, jin kay lab per nahi,
Jo bhi maanga mila hai Dar-e-Yaar per,

Wah kiya judo karam hai Shah-e-Bat’ha tera,
Kay nahin sunta he nahin mangnay wala tera,
Maang un say nahi, jin kay lab per nahi,
Jo bhi maanga mila hai Dar-e-Yaar per.

Baksh day ya Khuda (SWT), sun kay farmaan tera,
Aaj hazir gada hai Dar-e-Yaar per.

Baksh dey ya Khuda (SWT), sun key farman tera,
Aaj hazir gada hai Dar-e-Yaar per.

Kyun na maangay ,b>Ubaid un kar dar per qaza,
Jee gaya jo mara hai Dar-e-Yaar per.

Mangnay Ka Maza Hei Dar e Yaar Par,
Har talab per ataa hai Dar-e-Yaar par.

Nasheed Information:

Sana Khwan: Owais Raza Qadri


More Islamic Lyrics

  1. Deen-il-Islam Lyrics - Zain Bhikha
  2. Aaj Aaye Nabiyon Kay Sardar Marhaba Lyrics - Owais Raza Qadri
  3. Kaash Abbass Na Maray Jaatay Lyrics - Dhamani Sisters
  4. Dil Say Hazar Bar Madina Tujhay Salam Lyrics - Owais Raza Qadri
  5. Sout Lyrics - Hamza Namira
  6. The Bright Moon Lyrics - Raef
  7. The Cave of Hira Lyrics - Sami Yusuf
  8. La ilaha illa Allah Lyrics - Taha Hosna
  9. I Promise Lyrics - Harris J.
  10. Gunaahon Ki Aadat Chura Mere Mola Lyrics - Owais Raza Qadri
  11. Wa Hassan Sabz E Qaba Lyrics - Shahid Baltistani
  12. Aj Sik Mitran Di Wadheriye Lyrics - Zulfiqar Ali
  13. Bismillah Lyrics - Native Deen
  14. Numb Lyrics - Gaith Adhami
  15. Huzoor Jante Hain Lyrics - Owais Raza Qadri
  16. Give Thanks To Allah Lyrics - Zain Bhikha
  17. The Mountain Lyrics - Tom Robertson
  18. Ik Main Hi Nahi Un Par Qurban Zamana Hai Lyrics - Naat Lyrics
  19. So Soon Lyrics - Maher Zain
  20. Mere Maula Lyrics - Ahmad Hussain
  21. The Source Lyrics - Sami Yusuf
  22. Ramadan Is Here Lyrics - Native Deen
  23. I Think of You Lyrics - Mesut Kurtis
  24. Worry Ends Lyrics - Sami Yusuf
  25. The Way of Love Lyrics - Maher Zain

COMMENTS

Subscribe
Notify of

3 Comments
Newest
Oldest Most Voted
3
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x