Imdad Kun Lyrics - Owais Raza Qadri

By: 

Imdad Kun, Imdad Kun Lyrics

Azaranj wa gham azad kun,
Dar deeno dunya shaad kun (x2)
Ya Ghaus e Azam dastagheer (x2)
Imdad kun Imdad kun, imdad kun,

Tere haath mein haath maine diya hai (x2)
Teray haath hai laaj Ya Ghaus e Azam

Nikala hai pehlay to doobay huoon ko (x2)
Aur ab doobtoon ko bacha Ghaus e Azam

Bhawar mein phansa hai safina hamara (x2)
Bacha Ghaus e Azam, Bacha Ghaus e Azam

Kasam hai ke mushkil ko mushkil na paya (x2)
Kaha hum nay jis waqt Ya Ghaus e Azam


Mureedoon ko khatra nahin bahr e ghum say (x2)
Kay beray ke hain na khuda Ghaus e Azam

Kahein kis say jakar Hassan apne dil ki (x2)
Sunne koun teray siwa Ghaus e Azam

Piro ke aap pir hai ya Ghaus al madad (x4)
Ahle saffa ke meer hai ya Ghaus al madad

Ranjo alam rangir hai ya Ghaus al madad (x4)
Hum aaj ko wasir hai ya ghaus al madad

Hum kaise jee rahe hai ke tum se kya kahe
Hum hai alaml neer hai ya Ghaus al madad
Teer nazar se peyr hai saare alam ke pir (x2)
Kya yeh alam ke deer hai ya Ghaus al madad

Kis dil se ho bayaan beydaade zaalimaa (x2)
Z aalim bare shareer hai ya Ghaus al madad (x2)
Ikhfa shararashar y a Ghaus al amar (x2)
Shar ke sharar khatir hai ya Ghaus al mada

Tere hi haat laaj hai ya Pir e dastagheer (x2)
Hum to tujh se dastagheer hai ya Ghaus al madad (x2)
Sadqah rasul paak ka joli me daal do (x2)
Hum Qadri fakir hai ya Ghaus al madad

Ahle saffa ne paayi tum se rahe safaa (x2)
Sab tum se mustaghir hai ya Ghaus al madad(x2)
Dil ki sunaaye akhdar dil ki zabaan mai(x2)
Kehte hai yai behtarir hai ya Ghaus al madad


More Islamic Lyrics

  1. Sartaba Qadam Hain Tanay Lyrics - Mohammad Tahir Qadri
  2. Aa Gayi Mustafa Ki Sawari Lyrics - Naat Lyrics
  3. Mera Asghar Kafi Hai Lyrics - Shahid Baltistani
  4. Children Of War Lyrics - Abdullah Rolle
  5. Cadence Lyrics - Sami Yusuf
  6. It’s a Game Lyrics - Sami Yusuf
  7. Land of Revelation Lyrics - Zain Bhikha
  8. Idhar Hazaron Nabi o Mursal Lyrics - Shahbaz Qamar Fareedi
  9. Look Into My Eyes Lyrics - Outlandish
  10. A New Day Lyrics - Labbayk
  11. Heal the World Lyrics - Zain Bhikha
  12. I Turn To You Lyrics - Ahmad Hussain
  13. Noor Wala Aaya Hai Lyrics - Farhan Ali Qadri
  14. Yeh Meri Maa Ki Duaon Ka Asar Lagta Hai Lyrics - Shahbaz Qamar Fareedi
  15. The Source Lyrics - Sami Yusuf
  16. Khair Karam Wala Lyrics - Hafiz Ahsan Amin
  17. Ellahi Lyrics - Zain Bhikha
  18. Al Malik Lyrics - Hesham Abdul Wahab
  19. Rab Ne Diya Hay Unko Lyrics - Farhan Ali Qadri
  20. Light of the Worlds Lyrics - Aashiq al-Rasul
  21. Asma ul Husna Lyrics - Labbayk
  22. Believe Lyrics - Saif Adam
  23. One Day Lyrics - Maher Zain
  24. Children of the World Lyrics - Ahmad Hussain
  25. Wedding Nasheed Lyrics - Labbayk

COMMENTS

Subscribe
Notify of

53 Comments
Newest
Oldest Most Voted
Inline Feedbacks
View all comments
53
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x