Aie Sabz Gumbad Wale Lyrics - Owais Raza Qadri

By: 

Ae Sabz Gumbad Wale Lyrics

Ae sabz gumbad wale manzoor dua karna
Jab waqt e nazah aye deedar ataa karna

Ae Noor e Khuda aakar ankhoon mein sama jana
Ya dar pe bula lena ya khawab main aa jana
Ae parda nasheen dil ke parde mein raha kerna
Jab waqt e nazah aye deedar aata karna

Aie sabz gumbad walay manzoor dua karna
Jab waqt e nazah aye deedar ataa karna

Main qabr andheri mein ghabraoon ga jab tanha
Imdaad meri karnay aajana meray aaqa
Roshan meri turbath ko aie noor e Khuda kerna
Jab waqt e nazah aaye deedar ataa karna

Ae sabz gumbad wale manzoor dua karna
Jab waqt e nazah aye deedar ataa karna

Mujrim hoon jahaan bhar ka mehshar mein bharam rakhna
Rusva e zamana houn daman mein chupa lena
Maqbool yeh aarz meri lillah zara kerna
Jab waqt e nazah aye deedar ataa karna

Aie sabz gumbad walay manzoor dua karna
Jab waqt e nazah aye deedar ataa karna

Chehre se ziya payee in chand sitaaron nay
Us dar say shifa paaye dukh dard kay maaron ne
Aataa hai unhein sabir har dukh ki dawa karna
Jab waqt e nazah aye deedar ataa karna

Ae sabz gumbad wale manzoor dua karna
Jab waqt e nazah aye deedar ataa karna

Mehboob Ilaahi sa koyi na haseen dekha
Ye shaan hi inki ke saaya bhi nahin dekha
Allah nay saaye ko chaha na judah karna
Jab waqt e nazah aye deedar ataa karna

Ae sabz gumbad wale manzoor dua karna
Jab waqt e nazah aye deedar ataa karna


More Islamic Lyrics

  1. Why? Lyrics - Ahmad Hussain
  2. Ignorant Minds Lyrics - Tom Robertson
  3. Har Taraf Anwaar Ki Barsaat Hai Lyrics - Various Artists
  4. A Piece of Land Lyrics - Dawud Wharnsby
  5. Ajaban Lyrics - Ahmed Bukhatir
  6. Mawlaya (Arabic Version) Lyrics - Maher Zain
  7. Gunaahon Ki Aadat Chura Mere Mola Lyrics - Owais Raza Qadri
  8. Rasool’Allah Lyrics - Harris J.
  9. Bismillah Lyrics - Native Deen
  10. Palestine Lyrics - Irfan Makki
  11. El-Midan Lyrics - Hamza Namira
  12. Celebrate Lyrics - Aashiq al-Rasul
  13. Rang Day Moula Lyrics - Owais Raza Qadri
  14. Tauba Qabool Ho Lyrics - Mahmood Ul Hassan Ashrafi
  15. Muhammad Nabina Lyrics - Hamada Helal
  16. Wah Kiya Joodo Karam Lyrics - Syed Ikram Akbar Bukhari
  17. The Passing Traveller Lyrics - Zain Bhikha
  18. Rukh Sey Kakul Hata Diya Tu Nay Lyrics - Milad Raza Qadri
  19. Ramadan (Arabic Version) Lyrics - Maher Zain
  20. Terengganu Lyrics - Sami Yusuf
  21. There Is None Greater Lyrics - Abdullah Rolle
  22. Taiba Taiba Lyrics - Hooria Rafiq
  23. Ishq Kay Rang Mein Rang Jao Mere Yaar Lyrics - Owais Raza Qadri
  24. Show Me Lyrics - Tom Robertson
  25. Imdad Kun Lyrics - Owais Raza Qadri

COMMENTS

Subscribe
Notify of
guest

181 Comments
Newest
Oldest Most Voted
Inline Feedbacks
View all comments
181
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x