Shab E Tareh Lyrics - Shahid Baltistani

By: 

Shab-e-Taree Lyrics

Ya Aba Saleh x4
Kabhi Aiy Haqeeqate Muntazar Nazar aa Libas-e-Majaz main x2
Kay Hazaron sajday tarap rahay hain meri Jabeene Niaz Main
Shab-e-Tareh Be Qararay dil e kay charay na daray
Nafasam munday to seenay chashme mun birahe Yare
Shab e Tareh, Shab e Taree

1. Ai Masihae jahan wariso mukhtaar-e-Haram
Aiy meray barhway maula teri azmat ki qasam
Jis tarha hay mujhay Allah kay honay ka yaqeen
Is tarha hay teri ghaybat pay yaqeen e mohkam
Shab-e-Tareh Be Qararay dil e kay charay na daray
Nafasam munday to seenay chashme mun birahe Yare
Shab-e-Tareh, Shab-e-Taree

2. Apni her sans mujhay lagti hay khanjar ki tarha
Hijr e malik main hun betaab main nokar ki tarha
Lamha lamha mery sarkaar teri amad ka
Muntazir rehta hun shabbir kay mimber ki tarha
Shab-e-Tareh Be Qararay dil e kay charay na daray
Nafasam munday to seenay chashme mun birahe Yare
Shab-e-Tareh, Shab-e-Tareh

3. Jub nai roshni payghame sahar laati hay
Khud ba khud khana e kaba pay nazar jaati hay
Jub nazar ata nahi hay tera jalwa maula
Ho kay mayoos nazar meri palat aati hay
Shab-e-Tareh Be Qararay dil e kay charay na daray
Nafasam munday to seenay chashme mun birahe Yare
Shab-e-Tareh, Shab-e-Tareh

4. Lazzate hijr teray wasal ka aaina hay
Teri furqat ka meray dil main azakhana hay
Meri is baat ki behlol gawahi dengay
Jo bhi deewana hay tera wo bara dana hay
Shab-e-Tareh Be Qararay dil e kay charay na daray
Nafasam munday to seenay chashme mun birahe Yare
Shab-e-Tareh, Shab-e-Tareh
GUMGASHTA E MAZAR E MUHABBAT KUJAAEE
YA ALI YA ALI ABA SALEH

5. Mun bakhale labat aiy doost giraftaar shudam
Chashame beemar tura deedamo beemar shudam
Farigh az khud shudam khoose anal haq bizadam
Hamchu mansoor kahreedare sar-e-daar shudam
Shab-e-Tareh Be Qararay dil e kay charay na daray
Nafasam munday to seenay chashme mun birahe Yare
Shab-e-Tareh, Shab-e-Tareh

6. Intezaare ali kabar main jahan say guzri
Apnay bhai say bichar kar jo kabhi mil na saki
Appko wasta hay Maula usi Sughra ka
Ub to aa jao kay ruk jain na sansain meri
Shab-e-Tareh Be Qararay dil e kay charay na daray
Nafasam munday to seenay chashme mun birahe Yare
Shab-e-Tareh, Shab-e-Tareh

7. Jub kabhi ghaib say Rehan imama ain gay
Sath abbase dilawar ka alam laingay
Bay ridai ka jo zaynab ki wo badla lengay
Ashk sajjad ki ankhon kay bhi thum jaingay
Shab-e-Tareh Be Qararay dil e kay charay na daray
Nafasam munday to seenay chashme mun birahe Yare
Shab-e-Tareh, Shab-e-Tareh x2

Urdu Nauhas Information:

Nawha Reciter: Shahid Baltistani
Album: Shahid Baltistani 2007 Volume


More Islamic Lyrics

  1. Ban Ke Saa’el Lyrics - Farhan Ali Qadri
  2. Nabi Ki Naat Ki Mehfil Lyrics - Farhan Ali Qadri
  3. Taweel Al Shawq Lyrics - Ahmed Bukhatir
  4. Sir Bulandi Ki Riwayat Sir Katany Say Chali Lyrics - Owais Raza Qadri
  5. Firaq E Madinah Mein Dil Ghamzada Hai Lyrics - Owais Raza Qadri
  6. Sultan e Karbala Ko Hamara Salam Ho Lyrics - Owais Raza Qadri
  7. Is It True Lyrics - Abdullah Rolle
  8. Sarkar Kay Dar Per Jaaoon Lyrics - Owais Raza Qadri
  9. Bagh e Jannat Key Hein Lyrics - Milad Raza Qadri
  10. Let Us Not Forget Lyrics - Sami Yusuf
  11. Chalo Namaz Parhein Lyrics - Mohammad Tahir Qadri
  12. So Real Lyrics - Raef
  13. Peace Be Upon You Lyrics - Maher Zain
  14. ‘Asheqan Lyrics - Sami Yusuf
  15. Bekhud Kiye Dete Hain Lyrics - Aamir Liaquat
  16. Ajaban Lyrics - Ahmed Bukhatir
  17. Haqeeqat Mein Woh Lutfe Zindagi Lyrics - Mohammad Mushtaq Qadri
  18. Heal the World Lyrics - Zain Bhikha
  19. Rukh Sey Kakul Hata Diya Tu Nay Lyrics - Milad Raza Qadri
  20. Salaam Lyrics - Sami Yusuf
  21. This Worldly Life Dunya Lyrics - Maher Zain
  22. Upon Him Be Peace Lyrics - Fez Meghani
  23. Love Who You Are Lyrics - Harris J.
  24. Mera Sehreyan Wala Akber Lyrics - Dhamani Sisters
  25. It’s Jumuah “Friday” Lyrics - Raef

COMMENTS

Subscribe
Notify of

10 Comments
Newest
Oldest Most Voted
10
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x