Nabi Ki Naat Mein Padh Lun To Koi Baat Nahi Lyrics - Naat Lyrics

By: 

Nabi Ki Naat Mein Padh Lun To Koi Baat Nahi Lyrics


Nabi ki naat me padh lun to koi baat nahi
Wo naat sun ke jo khush hon to koi baat baney

Log duniya me kahein mujh ko yun deewana to kya
Jo kahein wo mujhe deewana koi baat baney

Maine maana meri auqaat nahi hai ke chalun
Ho ishaara chalun taibah to koi baat baney

Main kahun mujh ko ghulamon ka ghulam apna karo
Kahein manzur hai jo wo to koi baat baney

Nahi bujhti hi nahi pyas meri hashrat ki
Wo karein vaada e kausar to koi baat baney

Maut ruk ja do ghari raah me hain mere Nabi
Paoon deedar fir chalun to koi baat baney

Dam e ‘ Mehboob ‘ nikal jaye padhtey Naat e Nabi
Kaho aameen tum sabhi to koi baat baney

Submitted by: Mehboob Makrani


More Islamic Lyrics

  1. Nabi Ka Lab Par Jo Zikr Hai Lyrics - Shaz Khan
  2. Ey Hasnain Ke Nana Lyrics - Milad Raza Qadri
  3. Nas Teshbehlena Lyrics - Maher Zain
  4. Ameen Kaho Bacho Lyrics - Mesum Abbas
  5. Mera Asghar Kafi Hai Lyrics - Shahid Baltistani
  6. Awaken Lyrics - Maher Zain
  7. Dard e Dil Chahiye Chashm e Tar Chahiye Lyrics - Naat Lyrics
  8. Hum Ko Bulana Ya Rasoolallah Lyrics - Farhan Ali Qadri
  9. Parho Durood Ke Moulood Ki Ghari Aayi Lyrics - Owais Raza Qadri
  10. Chamka Mah e Noor Ka Hilal Lyrics - Owais Raza Qadri
  11. Faslon Ko Takalluf Hai Humse Agar Lyrics - Waheed Zafar Qasmi
  12. Aa Dil Mein Tujhe Rakh Loon Lyrics - Owais Raza Qadri
  13. My Only Wish (interlude) Lyrics - Sami Yusuf
  14. Naat by Hazrat Uthman ibn Affan “Ghani” (R.A.) Lyrics - Old Lyrics
  15. Khorasan (Arabic Version) Lyrics - Sami Yusuf
  16. Karam Karte Ho Rehte Ho Lyrics - Naat Lyrics
  17. Kalma Sharif Lyrics - Milad Raza Qadri
  18. Pak Sar Zameen Shad Bad Lyrics - Pakistani National Anthem
  19. Meri Zanjeer Na Kehncho Lyrics - Shahid Baltistani
  20. You Came To Me Lyrics - Sami Yusuf
  21. Falling Lyrics - Ahmad Hussain
  22. Broken Lyrics - Zain Bhikha
  23. Ya Hayyu Ya Qayyum Lyrics - Sami Yusuf
  24. Your Mother Lyrics Rashid Bhikha Lyrics - Yusuf Islam
  25. Beloved Lyrics - Mesut Kurtis

COMMENTS

Subscribe
Notify of

0 Comments
Newest
Oldest Most Voted
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x