Maine Rukh Kar Liya Madine Ka Lyrics - Naat Lyrics

By: 

Maine Rukh Kar Liya Madine Ka Lyrics


Maine Rukh Kar Liya Madine Ka
Kya Bigaarey Koi Safiney Ka

Chashmey Rehmat Paree Hai Mujh Par Bhi
Lutf Aayega Ab To Jeeney Ka

Apni Ulfat Ka Jaam Do Mujhko
Mast Kar Do Mujhey Madiney Ka

Jaanib e Naar Mey Na Jaaoonga
Mainey Rukh Kar Liya Madiney Ka

Aakhri Waqt Dafan Honey Ko
Deydo Tukra Mujhey Madiney Ka

Keyse Kehdoon Ke Be Sahaara Hoon
Mujh Ko Aaqa Milaa Madiney Ka

Deydo Taibah Ki Haazri Ka Sharaf
Meyra Maskan Banaa Madiney Ka

Abrey Rehmat Ko Ab Barasney Do
Daag Dhul Jaaye Merey Seeney Ka

Shakir e Bey Nawaa Ko Bhi Aaqa
Phir Sey Mehmaan Banaa Madiney Ka

Khwaaja e Khwaajgaan Ke Sadqey Mey
Main Musaafir Banaa Madiney Ka

Ghaus o Khwaaja Raza o Ibn e Raza
Naam Khuld e Bareen Ke Zeeney Ka

Hai Yehi Wird e Shakir e Razvi
Mainey Rukh Kar Liya Madiney Ka


More Islamic Lyrics

  1. Sari Gelin Lyrics - Sami Yusuf
  2. Aa Gayi Mustafa Ki Sawari Lyrics - Naat Lyrics
  3. The Way of Love Lyrics - Maher Zain
  4. Ya Elahi Har Jagah Teri Ata Ka Saath Ho Lyrics - Owais Raza Qadri
  5. Trials Of Life Lyrics - Sami Yusuf
  6. Duas from Quran Lyrics - Islamic Duas
  7. Together We Pray Lyrics - Labbayk
  8. Aaqa Ka Milad Aaya [Part 1-2] Lyrics - Owais Raza Qadri
  9. Baraye Dil e Dukhtar Lyrics - Nadeem Sarwar
  10. Ya Nabi Salam Alayka Lyrics - Maher Zain
  11. Numb Lyrics - Gaith Adhami
  12. The Cave of Hira Lyrics - Sami Yusuf
  13. Allahu Lyrics - Sami Yusuf
  14. Close To You Lyrics - Maher Zain
  15. Na Ho Aaram Jis Bimar Ko Lyrics - Farhan Ali Qadri
  16. Allah The Almighty Lyrics - Aashiq al-Rasul
  17. 99 Names of Muhammad Lyrics - Beautiful Names
  18. ‘Asheqan Lyrics - Sami Yusuf
  19. Asma Allah Lyrics - Sami Yusuf
  20. Hum Gunahgaaron Ka Aye Rab Ke Rasool Lyrics - Naat Lyrics
  21. Karbobala Bismillah Lyrics - Voices Of Passion
  22. Elahi Madad Kar Madad Ki Ghari Hai Lyrics - Owais Raza Qadri
  23. Sarkar Kay Dar Per Jaaoon Lyrics - Owais Raza Qadri
  24. Hamziyya Lyrics - Sami Yusuf
  25. Khuloos Ki Roshnai Lay Ker Lyrics - Wazir Syed

COMMENTS

Subscribe
Notify of

2 Comments
Newest
Oldest Most Voted
2
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x