Aa Gaye Aa Gaye Mustafa Aa Gaye Lyrics - Farhan Ali Qadri

By: 

Aa Gaye Aa Gaye Mustafa Aa Gaye Lyrics

Aa gaye, aa gaye, Mustafa aa gaye x4
Aaj duniya mein Khair ul Wara aa gaye, x2
Aa gaye, aa gaye, Mustafa aa gaye, Aaj duniya mein Khair ul Wara aa gaye.

Bazmein konain main, har taraf shoor hai x3
Mustafa aa gaye, Mujtaba aa gaye, x2
Aaj duniya main Khair ul Wara aa gaye.
Bazmein konain main, har taraf shoor hai, Mustafa aa gaye, Mujtaba aa gaye.

Aarsh walay mabark denay lagay x3
Farsh walo Habib e Khuda aa gaye, x2
Aaj duniya mein Khair ul Wara aa gaye.
Aarsh walay mabark denay lagay, Farsh walo Habib e Khuda aa gaye.

Kon deta hai denay ko mun chahiye, x3
Denay wala hai sacha hamara Nabi, x2
Aaj duniya mein Khair ul Wara aa gaye.
Kon deta hai denay ko mun chahiye, Denay wala hai sacha hamara Nabi.

Kiya khabar kitnay tarey khilay chup gaye, x3
Par na dubay na duba hamara Nabi, x2
Aaj duniya mein Khair ul Wara aa gaye.
Kiya khabar kitnay tarey khilay chup gaye, Aaj duniya mein Khair ul Wara aa gaye.

Har taraf hai Niazi samaan eid ka, x3
Mustafa aa gaye, Mustafa aa gaye, x2
Aaj duniya mein Khair ul Wara aa gaye.
Har taraf hai Niazi samaan eid ka, Mustafa aa gaye, Mujtaba aa gaye.

Aaj Duniya Main Khair-ul-Wara Aa Gaye, x2
Aa gaye, aa gaye, Mustafa aa gaye. x2

Urdu Naat Information:
Artist: Farhan Ali Qadri
Album: Amna Ka Lal Aya

Other Information:
For similar naat in different style called “Aaj Duniya Main Khair-ul-Wara Agaey” by Milad Raza Qadri please visit http://islamiclyrics.net/milad-raza-qadri/aaj-duniya-main-khair-ul-wara-agaey/


More Islamic Lyrics

  1. Tamanna Lyrics - Labbayk
  2. Supplication Lyrics - Sami Yusuf
  3. Ooj Pana Mere Huzoor Ka Hai Lyrics - Owais Raza Qadri
  4. I Believe feat. Maher Zain Lyrics - Irfan Makki
  5. Marhaba Ya Mustafa Lyrics - Ahmad Hussain
  6. Zameen Meli Nahi Hoti Lyrics - Farhan Ali Qadri
  7. Ilahi Teri Chokhat Per Bhikari Ban Ker Aya Hoon Lyrics - Junaid Jamshed
  8. Rab Ne Diya Hay Unko Lyrics - Farhan Ali Qadri
  9. Together We Pray Lyrics - Labbayk
  10. Amma Nee Amma Lyrics - Milad Raza Qadri
  11. Taha Lyrics - Sami Yusuf
  12. Ab Meri Nigahoon Main Lyrics - Syed Fasihuddin Soharwardi
  13. Incha Allah (French) Lyrics - Maher Zain
  14. Ya Rasul Allah (Part 1) Lyrics - Sami Yusuf
  15. Al-Amin Lyrics - Irfan Makki
  16. Good Life Lyrics - Harris J.
  17. Rahman Ramazan Lyrics - Aamir Liaquat
  18. Nur ‘Ala Nur Lyrics - Aashiq al-Rasul
  19. Un Ki Mehak Ne Dil Ke Ghunchey Khila Diye Hain Lyrics - Owais Raza Qadri
  20. Bekhud Kiye Dete Hain Lyrics - Aamir Liaquat
  21. Baraye Dil e Dukhtar Lyrics - Nadeem Sarwar
  22. So Soon Lyrics - Maher Zain
  23. Aaj Aaye Nabiyon Kay Sardar Marhaba Lyrics - Owais Raza Qadri
  24. Eid Song Lyrics - Sami Yusuf
  25. Aaqa Lyrics - Abida Parveen

COMMENTS

Subscribe
Notify of

45 Comments
Newest
Oldest Most Voted
45
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x