Aa Gaey Sarkar Lyrics - Farhan Ali Qadri

By: 

Aa Gaey Sarkaar Lyrics

Marhaba, Marhaba, Marhaba Ahlan wasahlan Marhaba (2)
Aagaye Sarkaar

Khushian Manaao, Dhumey machaao, Khushian Manaao Dhumey Machaao.
Khushian Manaao, Dhumey machaao, aagaye sarkar.

Amad huee hiy un ki, sab zulmatain chattin hain,
Aaj dewaano, mil kar bolo, aagaye sarkaar.

Pur noor hey ye aalam, sab muskaraa rahey hain,
Un ki amad ke charchey hain, aagaye sarkar.

Aqa ki amad se to, soey naseeb jagey,
Kul Nabiyon ke sarwar aaye, aagaye sarkar.

Mahshar ke roz jin sey, pahchaan jaayen gey hum,
Kyun ghabratey hon diwaano, aagaye sarkar.

Ghar, ghar chiraaghaan kar lo, galiyon ko jag-magaao,
Mil kar lagaao, na’rah khushi ka, aagaye sarkar.

Nazraana-e-Aqidat, jo pesh kar raha hoon,
Naat likhi hey, aaj Ali nay, aagaye sarkar.

Naat Information:
Naat Sharif Reciter: Farhan Ali Qadri
Album: Aa Gaye Sarkar
Producer: Muhammad Ali Qadri
Release: M.F. Stereo


More Islamic Lyrics

  1. Asma ul Husna Lyrics - Labbayk
  2. Mast Qalandar Lyrics - Sami Yusuf
  3. Wherever You Are Lyrics (ACOUSTIC – ARABIC) Lyrics - Sami Yusuf
  4. Hasbun’ Allah Lyrics - Zain Bhikha
  5. You Are The One Lyrics - Raef
  6. The Greatest Gift Lyrics - Labbayk
  7. Free Lyrics - Zain Bhikha
  8. All For You Lyrics - Noor
  9. Idhar Hazaron Nabi o Mursal Lyrics - Shahbaz Qamar Fareedi
  10. Ya Rasoolallah Pukaro Ya Rasoolallah Lyrics - Milad Raza Qadri
  11. Nabi Ka Zikar Hi Lyrics - Umair Zubair Qadri
  12. My People Lyrics - Yusuf Islam
  13. Ey Hasnain Ke Nana Lyrics - Milad Raza Qadri
  14. Hijab Lyrics - Ahmed Bukhatir
  15. Aa Palat Aa Aye Hussain (A.S) Lyrics - Irfan Hussain
  16. Beautiful Brave Souls Lyrics - Gaith Adhami
  17. Hum Ko Bulana Ya Rasoolallah Lyrics - Farhan Ali Qadri
  18. Ramadan Lyrics - Maher Zain
  19. Ishq Kee Intiha Syeda Fatima Lyrics - Milad Raza Qadri
  20. Let It Go Lyrics - Maher Zain
  21. Follow Muhammad Lyrics - Khaleel Muhammad
  22. Mangnay Ka Maza Hei Dar e Yaar Par Lyrics - Owais Raza Qadri
  23. Kya Mohammad Ka Pyara Nahin Lyrics - Nadeem Sarwar
  24. Uthi Nazar To Unke Karam Pe Thaher Gayi Lyrics - Naat Lyrics
  25. Salutation Lyrics - Sami Yusuf

COMMENTS

Subscribe
Notify of

32 Comments
Newest
Oldest Most Voted
32
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x