Ya Rab Bimarey Kerbobala Lyrics - Dhamani Sisters

By: 

Ya Rab Bimarey Kerbobala Lyrics

(Yarab Bemare Karb o Bala, Kaa hai waasta
Jo hai mariz unko tu dey, Jalda ab shafa) (x2)

1. (Bimaar watan fatemah sugara ka waasta
Masooma ka wateem sakina ka waasta) (x2)
Dubaa labey dariyaa ho safina ka waasta
Aye merey khuda sahey madina ka waasta

(Ya rab beemar e karbobala, Kaa hai waasta
Jo hai mariz unko tu dey, Jalda ab shafa) (x2)

2. (Bimaar ki haalat hai yeh deykhi nahi jaati
Mei kya karu gham sey meri bhar jati hai chaati) (x2)
Bas yaad mei terey mei musalaah hun bhichaati
Juz tera nahi koyi mera muniso saathi


(Ya rab bimarey kerbobala, Kaa hai waasta
Jo hai mariz unko tu dey, Jalda ab shafa) (x2)

3. (Karti hun dua’a rab sey mei ya hazrat-e-sajjad
Hai aasara tumhara tumhi kijiyo imdaad) (x2)
Hai kauna mera jisey karun jaa key mei fariyaad
Imdaad talab hai meri tum kijiyo imdaad

(Ya rab bimarey kerbobala, Kaa hai waasta
Jo hai mariz unko tu dey, Jalda ab shafa) (x2)

4. (Bimaar watan fatemah sugara ka waasta
Masooma ka wateem sakina ka waasta) (x2)
Dubaa labey dariyaa ho safina ka waasta
Aye merey khuda sahey madina ka waasta

(Ya rab bimarey kerbobala, Kaa hai waasta
Jo hai mariz unko tu dey, Jalda ab shafa) (x2)

5. (Bimaar ki haalat hai yeh deykhi nahi jaati
Mei kya karu gham sey meri bhar jati hai chaati) (x2)
Bas yaad mei terey mei musalaah hun bhichaati
Juz tera nahi koyi mera muniso saathi

(Ya rab bimarey kerbobala, Kaa hai waasta
Jo hai mariz unko tu dey, Jalda ab shafa) (x2)

6. (Bimaar key liyeh tera yeh zikhra shafaa hai
Har isma tera unkey liyeh ek dawaa hai) (x2)
Tun kun faya kun hai vo teyrey dar ka ghada hai
Tun chaahai tow ek aan mei hi unki shafa hai

(Ya rab bimarey kerbobala, Kaa hai waasta
Jo hai mariz unko tu dey, Jalda ab shafa) (x2)

Lyrics Information
Recited By: Fatima Dhamani & Batool Dhamani
Album: Haider Haider
Released: 2008


More Islamic Lyrics

  1. Elahi Madad Kar Madad Ki Ghari Hai Lyrics - Owais Raza Qadri
  2. Ya Aba Abdillahil Husayn Lyrics - Voices Of Passion
  3. Mangnay Ka Maza Hei Dar e Yaar Par Lyrics - Owais Raza Qadri
  4. Silent Words Lyrics - Sami Yusuf
  5. Lagiyan Ne Mojan Lyrics - Owais Raza Qadri
  6. Dunya Ke Ay Musafir Lyrics - Labbayk
  7. Oh Ali What Has Now Happened Lyrics - Voices Of Passion
  8. I Love You So Lyrics - Maher Zain
  9. Karbobala Bismillah Lyrics - Voices Of Passion
  10. I Believe feat. Maher Zain Lyrics - Irfan Makki
  11. Healed Lyrics - Gaith Adhami
  12. Sarkar Kay Dar Per Jaaoon Lyrics - Owais Raza Qadri
  13. Amma Nee Amma Lyrics - Milad Raza Qadri
  14. Haji Menuju Allah Lyrics - Raihan
  15. Lagian Ne Mojan Lyrics - Farhan Ali Qadri
  16. Khat Bhi Likha Tha Lyrics - Mesum Abbas
  17. Main Madine Chala Lyrics - Owais Raza Qadri
  18. Rab Ne Diya Hay Unko Lyrics - Farhan Ali Qadri
  19. Peace Be Upon You Lyrics - Maher Zain
  20. Our Earth Lyrics - Native Deen
  21. 99 Names of Allah Lyrics - Beautiful Names
  22. Hushed Lyrics - Gaith Adhami
  23. Beautiful World Lyrics - Noor
  24. The Mountain Lyrics - Tom Robertson
  25. Mein Jashn E Aamad E Sarkar Lyrics - Owais Raza Qadri

COMMENTS

Subscribe
Notify of

4 Comments
Newest
Oldest Most Voted
Inline Feedbacks
View all comments
4
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x