Iman Ramzan Lyrics - Aamir Liaquat

By: 

Iman Ramzan | Iman Hai Ramadan Lyrics


Allah Allah Allah Allah
Allah Allah Allah Allah

Momin ka musalman ka, iman hai ramzan
Aie parchamay toheed teri shaan hai ramadan,
Iman hai Ramzan
Ramazan, ramzan, iman ramdan.

Aamid hai teri aamid e quran ka ailan
Teray liye mehboob e khuda ka hai yeh farman
Amid say teri dakhil e zindan hai shitan

Iman hai Ramadan
Momin ka musalman ka iman hai ramzan
Aie parchamay tohid teri shan hai ramadan,
Eman hai Ramzan

Tu aaye to barhta hai azanoon ka taranum
Har dil mein utar jata hai quraan ka taqalum
Sajdoon ka namazoon ka dil o jaan hai ramzan

Iman hai Ramadan
Momin ka musalman ka iman hai ramzan
Aie parchamay tuheed teri shaan hai ramazan,
Iman hai Ramzan
Ramazan ramazan iman ramdan

Muflis ka masaqeen ka tu rizq rasaan hai
Tuj jaisa koi gayarah maheenon mein kahan hai
Goya kay tu hee surah e rehman hai ramazan

Iman hai Ramzan

Kiya noor ki barsat nazar aati hai har soon
Pheli hai teray aanay say quran ki khushboo
Haan aalim e islam pay ahsan hai ramzan

Iman hai Ramadan
Momin ka musalman ka iman hai ramzan
Aie parchamay toheed teri shaan hai ramadan,
Iman hai Ramzan
Ramazan ramazan iman ramdan

Aamir tujhay har parah e quraan ki qasam hai
Iman o aaqeday ka yeh ramzan bharam hai
Aie dehnay Muhammad teri muskaan hai ramadan

Iman hai Ramazan
Momin ka musalman ka iman hai ramzan
Aie parchamay toheed teri shaan hai ramadan,
Iman hai Ramzan
Ramazan ramazan iman ramdan

Lyrics Information:
Recited By: Doctor Aamir Liaquat
Written By: Not Available
Produced By: Geo TV


More Islamic Lyrics

  1. A is for Allah Lyrics - Yusuf Islam
  2. Kaun Hai Sarwar E Deen Lyrics - Milad Raza Qadri
  3. Bagh Jannat Kay Hain Lyrics - Milad Raza Qadri
  4. Aa Gaey Sarkar Lyrics - Farhan Ali Qadri
  5. Allahu Allah Lyrics - Labbayk
  6. Prism Lyrics - Sami Yusuf
  7. Ellahi Lyrics - Zain Bhikha
  8. Allah Hoo Akbar Lyrics - Farhan Ali Qadri
  9. Forgotten Promises Lyrics - Sami Yusuf
  10. Eid Mubarak Lyrics - Harris J.
  11. Ehlam Ma’aya Lyrics - Hamza Namira
  12. Hai Pak Rutba Fikr Say Us Bay Niaz Ka Lyrics - Imran Shaikh Attari
  13. Dragged from Karbala Lyrics - Voices Of Passion
  14. Idhar Bhi Nigaahe Karam Ghous-e-Azam Lyrics - Owais Raza Qadri
  15. Ghar Lut Gaya Lyrics - Mesum Abbas
  16. Greatest One Lyrics - Native Deen
  17. Ahmad Raza Ka Taza Gulistan Hai Aaj Bhi Lyrics - Naat Lyrics
  18. Ya Rabbi bil Mustafa Lyrics - Labbayk
  19. Gaza Lyrics - Native Deen
  20. Faslon Ko Takalluf Hai Humse Agar Lyrics - Waheed Zafar Qasmi
  21. Love Will Prevail Lyrics - Maher Zain
  22. Ik Main Hi Nahi Un Par Qurban Zamana Hai Lyrics - Naat Lyrics
  23. Du’a Lyrics - Fez Meghani
  24. It’s Jumuah “Friday” Lyrics - Raef
  25. Ramadan Assalam Lyrics - Aamir Liaquat

COMMENTS

Subscribe
Notify of

56 Comments
Newest
Oldest Most Voted
56
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x