Mai Bhi Roze Rakhunga Lyrics - Special Collection

By: 

Mai Bhi Roze Rakhunga Lyrics

Main bhi roze rakhunga ya Allah taufeeq de
Main bhi roze rakhunga ya Allah taufeeq de
Namazen padhne jaaunga ya Allah taufeeq de

Main bhi to musalman hun chhota sa hun lekin
Hukm tera ya rab mere liye bhi hai

Man sama ramdhana imaanan wa ikhtesaba
Man qama ramdhana imaanan wa ikhteshaba
Ghufira lahu ma taqaddama min zambihi
Ya Allah taufiq de

Roze agar momin rakhe sawab ki niyat se
Taraweeh agar momin padhe sawab ki niyat se
Roze agar momin rakhe sawab ki niyat se
Taraweeh agar momin padhe sawab ki niyat se

Mitte gunah uske pichhle sare
Mitte gunah uske pichhle sare
Ye parwana ya rab mere liye bhi hai

Main bhi roze rakhunga ya Allah taufeeq de
Namazen padhne jaaunga ya Allah taufeeq de
Main bhi roze rakhunga ya Allah taufeeq de
Namazen padhne jaaunga ya Allah taufeeq de

Zikr-o-tilawat se khudaya qurb tera paaun
Zod-o-sikhawat se khudaya lutf tera paaun

Zikr-o-tilawat se khudaya qurb tera paaun
Zod-o-sikhawat se khudaya lutf tera paaun

Nekiyon ka mausam hai ye kyun na hissa dalun
Nekiyon ka mausam hai ye kyun na hissa dalun
Jannat ka sauda ya rab mere liye bhi hai

Man sama ramdhana imaanan wa ikhtesaba
Man qama ramdhana imaanan wa ikhteshaba
Ghufira lahu ma taqaddama min zambihi
Ya Allah taufiq de

Maghfirat mango ruhani rab se tum din raat
Karta jahannum se wo bari bandon ko la tadad

Maghfirat mango ruhani rab se tum din raat
Karta jahannum se wo bari bandon ko la tadad

Mere bhi gunah bahut hain de mujh ko najat
Mere bhi gunah bahut hain de mujh ko najat
Mafi ka ailan ya rab mere liye bhi hai

Main bhi roze rakhunga ya Allah taufeeq de
Namazen padhne jaaunga ya Allah taufeeq de
Main bhi roze rakhunga ya Allah taufeeq de
Namazen padhne jaaunga ya Allah taufeeq de
Main bhi roze rakhunga ya Allah taufeeq de

Main Bhi Roze Rakhunga Lyrics: This beautiful Naat is sung by Hammad Roohani | Muhammad Abu Huraira | Abdul Rahim Nazar in his beautiful voice and this video edit by Mishkat Khan and Audio given by RWDS & the Lyrics Written by Kausar Roohani. This is one of the most famous and Produced & Directed By Salman Rabbani.

More Islamic Lyrics

  1. Marhaba Mustafa Lyrics - A. R. Rahman
  2. Kaash Yeh Dua Meri Moojazay Main Dhal Jaye Lyrics - Hooria Rafiq
  3. Aa Gaye Muzdah Shafa’at Ka Sunaanay Waalay Lyrics - Owais Raza Qadri
  4. Ilahi Teri Chokhat Per Bhikari Ban Ker Aya Hoon Lyrics - Junaid Jamshed
  5. Dua Ganjul Arsh Lyrics - Islamic Duas
  6. Peace Be Upon You Lyrics - Maher Zain
  7. Huzoor Mujrim Khara Hai Dar Per Lyrics - Owais Raza Qadri
  8. Aap Kiya Jane Fatima Kiya Hai Lyrics - Shadman Raza
  9. Ya Nabi Salam Alayka (Turkish Version – Türkçe) Lyrics - Maher Zain
  10. Allah’s Watching Me Lyrics - Asif Choudhury
  11. Ya Elahi Har Jagah Teri Ata Ka Saath Ho Lyrics - Owais Raza Qadri
  12. Tuntunku KepadaMu Lyrics - Maher Zain
  13. Beautiful World Lyrics - Noor
  14. Qasim Di Mehndi Agae Lyrics - Shahid Baltistani
  15. Hoon Mein Nadim Gunahoon Par Ya Rab Lyrics - Owais Raza Qadri
  16. Baat Jo Kijiye Aur Jab Kijiye Lyrics - Owais Raza Qadri
  17. Although I Never Saw His Face Lyrics - Zain Bhikha
  18. Palestine Will Be Free Lyrics - Maher Zain
  19. Dryer Land Lyrics - Sami Yusuf
  20. Freedom Ain’t Free (feat. Nano Omar) Lyrics - Raef
  21. ‘Araftul Hawa Lyrics - Sami Yusuf
  22. Meditation Lyrics - Sami Yusuf
  23. Mere Aaqa Ki Shaan Lyrics - Syed Ikram Akbar Bukhari
  24. The Song of Rebellion Lyrics - Gaith Adhami
  25. This Worldly Life Dunya Lyrics - Maher Zain

COMMENTS

Subscribe
Notify of
guest

0 Comments
Newest
Oldest Most Voted
Inline Feedbacks
View all comments
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x