Sayadi Sayadi Mustafa Mustafa Lyrics - Hooria Rafiq

By: 

Sayadi Sayadi Mustafa Mustafa Lyrics

Salle ala, salle ala… salle ala, salle ala…
Sayadi Sayadi, Mustafa Mustafa…
Syedi Syedi, Mustafa Mustafa…
Salle ala, salle ala… salle ala, salle ala…
Sayadi Sayadi, Mustafa Mustafa…
Syedi Syedi, Mustafa Mustafa…

Aie shafi e ummam, muhtaram muhtasham,
Sheh e bala o naam, roshani e haram
Tere zere qadam, arsh o kuri qalam
Ik nigah e karam, bey sahara hain hum
Ab nahin tab e gham, ho gayi aankh naam
Ik nigahe aata, ik nigah e aata.


Sayadi Sayadi, Mustafa Mustafa…
Syedi Syedi, Mustafa Mustafa…
Salle ala, salle ala… salle ala, salle ala…
Sayadi Sayadi, Mustafa Mustafa…
Syedi Syedi, Mustafa Mustafa…

Yeh zameen aasman, masnad e qudsiyaan,
Roshni kehkashan, rang o boo gulsitan,
Rehmat e inso jaan, zeenat e do jahan,
Rahat e aashiqaan, baisay e kulfiqan,
Zindagi ka nishaan, hai tera aasitaan,
Malik e do sara, ek nigahe aata.

Sayadi Sayadi, Mustafa Mustafa…
Syedi Syedi, Mustafa Mustafa…
Salle ala, salle ala… salle ala, salle ala…
Sayadi Sayadi, Mustafa Mustafa…
Syedi Syedi, Mustafa Mustafa…

Hai teri ibtida, sidra tul muntaha,
Aur teri intaha, sirf janay Khuda,
Tere dar ke gada, do jahan say siwa,
Tu jisay mil gaya, woh Khuda say mila,
Ik nazar rab shaha, ho idhar bhi zara,
Chahatay hain gada, ek nigah e aata.

Sayadi Sayadi Mustafa Mustafa…
Syedi Syedi, Mustafa Mustafa…
Salle ala, salle ala… salle ala, salle ala…
Sayadi Sayadi Mustafa Mustafa…
Syedi Syedi, Mustafa Mustafa…

Khatam ho fasla, dar pay apne bula,
Hijr ka honsla, aur kahan main bhala,
Noor e Rab ul Ula, hai ajab marhala,
Waqat e Karbobala, hai mera kafila,
Hai karam warmala, bakhsh unko jila,
Dil ko kar aaina, ik nigha e aata.

Sayadi Sayadi Mustafa Mustafa…
Syedi Syedi, Mustafa Mustafa…
Salle ala, salle ala… salle ala, salle ala…
Sayadi Sayadi Mustafa Mustafa…
Syedi Syedi, Mustafa Mustafa…
Sayadi Sayadi Mustafa Mustafa…
Syedi Syedi, Mustafa Mustafa…


More Islamic Lyrics

  1. Ca C’est La Vie Lyrics - Zain Bhikha
  2. Chalo Namaz Parhein Lyrics - Mohammad Tahir Qadri
  3. Mere Aaqa Ki Shaan Lyrics - Syed Ikram Akbar Bukhari
  4. I Turn To You Lyrics - Ahmad Hussain
  5. Ehlam Ma’aya Lyrics - Hamza Namira
  6. Ramzan Ke Roze Aye Lyrics - Muzammil Hassan Qadri
  7. Masha Allah (Arabic Version) Lyrics - Maher Zain
  8. Shehar e Tamanna Taiba Mein Aaya Lyrics - Mohammad Tahir Qadri
  9. Aj Sik Mitran Di Wadheriye Lyrics - Zulfiqar Ali
  10. Good Life Lyrics - Harris J.
  11. Rabbana Lyrics - Labbayk
  12. Give The Young A Chance Lyrics - Sami Yusuf
  13. Ignorant Minds Lyrics - Tom Robertson
  14. Morning Prayer Lyrics - Tom Robertson
  15. Without You Lyrics - Sami Yusuf
  16. Naat Sarkar Ki Parta Hoon Mein Lyrics - Shahbaz Qamar Fareedi
  17. Allah Lyrics - Shpend Limani
  18. Number One For Me Lyrics - Maher Zain
  19. Most Merciful Lyrics - Aashiq al-Rasul
  20. Karam Mangta Hoon Lyrics - Owais Raza Qadri
  21. Ramzan Hai Allah Ki Qurbat Ka Mahina Lyrics - Aamir Fayyazi
  22. Yeh Jo Halka Halka Suroor Lyrics - Nusrat Fateh Ali Khan
  23. Subhanallah (Subhan Allah) Lyrics - Khaleel Muhammad
  24. Aa Gaye Aa Gaye Mustafa Aa Gaye Lyrics - Farhan Ali Qadri
  25. Medina Lyrics - Maher Zain

COMMENTS

Subscribe
Notify of

4 Comments
Newest
Oldest Most Voted
4
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x