Jannat Mein Lay Kay Jayay Gi Lyrics - Farhan Ali Qadri

By: 

Jannat Mein Leke jaayegi chahat Rasool ki Lyrics

Jannat mein lay kay jaey Ghi Chahat Rasool ki

Kyun kar na meray dil mein ho Ulfat Rasool ki
Jannat mein lay kay jaey Ghi Chahat Rasool ki

Chalta hoon mein be Qafelay walo ruko zara
Milnay do bus mujhay be Ijazat Rasool ki

Phochay Jo Din-o-Iman Nakerain Qabr mein
Us waqt meray lab pay ho Midhat Rasool ki

Tarpa kay un kay Qadmo mein mujh ko Gira day Shok
Jis waqt ho lahad mein Ziyarat Rasool ki

Sarkar nay bula kay Madina dikha dia
Ho ghi mujhay naseeb Safa”at Rasool ki

Ya Rab dikha day Aaj ki Shab Jalwaey Habib
Ik bar to Aata ho Ziyarat Rasool ki

Damen mein un kay lay lo pannah Aaj munkiro
Mahengi paray ghi warna Adawat Rasool ki

To hai Ghulam Un ka Ubaid-e-Raza teray
Mahshar mein ho ghi saath Himayat Rasool ki

Kyun kar na meray dil mein ho Ulfat Rasool ki
Jannat mein lay kay jaey Ghi Chahat Rasool ki

Naat Information:

Naat Sharif Reciter: Farhan Ali Qadri
Album: Kaho Ke Naara Hamara Hai Ya RasoolAllah (SAW)
Audio: Heera Stereo
D.O.P: Tazein Ahmed
POST: 3KNOTS
EDIT: Gohar Hayat
DIRECTOR: Imran Hayat


More Islamic Lyrics

  1. Shahaada [Urdu Version] Lyrics - Fez Meghani
  2. As Subhu Badaa Lyrics - Aashiq al-Rasul
  3. Muhammad (Pbuh) Lyrics - Maher Zain
  4. Wo Jo Haal e Khasta They Hausley Lyrics - Naat Lyrics
  5. Ahad – The Story of Bilal Lyrics - Native Deen
  6. Hum Apne Nabi Ke Deewane Lyrics - Ahmad Raza Qadri
  7. Ajaban Lyrics - Ahmed Bukhatir
  8. Take My Hand Lyrics - Nader Khan
  9. Aye Shaam Terey Bazaaron Se Lyrics - Irfan Hussain
  10. ‘Araftul Hawa Lyrics - Sami Yusuf
  11. Best of Creation Lyrics - Labbayk
  12. Good Day Lyrics - Maher Zain
  13. What You’ve Become (Feat. Sami Yusuf) Lyrics - Tom Robertson
  14. Ya Rab Bimarey Kerbobala Lyrics - Dhamani Sisters
  15. Agar Koi Apna Bhala Chahta Hai Lyrics - Mohammad Rehan Qureshi
  16. Ya Muhawwin Lyrics - Hamza Namira
  17. You Came To Me (Farsi) Lyrics - Sami Yusuf
  18. Ahl Al Bayt Lyrics - Nader Khan
  19. Aaqa Ka Milad Aaya [Part 1-2] Lyrics - Owais Raza Qadri
  20. Madinay Mein Yeh Hotey Hain Lyrics - Farhan Ali Qadri
  21. Hazri Abbass Ki Lyrics - Dhamani Sisters
  22. We are here Lyrics - Aashiq al-Rasul
  23. Taweel Al Shawq Lyrics - Ahmed Bukhatir
  24. The One Lyrics - Harris J.
  25. Oh Ali What Has Now Happened Lyrics - Voices Of Passion

COMMENTS

Subscribe
Notify of
guest

49 Comments
Newest
Oldest Most Voted
Inline Feedbacks
View all comments
49
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x