Wa Hassan Sabz E Qaba Lyrics - Shahid Baltistani

By: 

Be Khata Mara Gaya Lyrics

Ya Hassan x6

Bay Khata Mara gaya Sibte Rasool-e-dosara wa Hassan-e-Sabaz-e-Qaba x3

1. Zehr se tukre jigar, khoon say kafan laal huwa
Wa Hassan-e-sabz-e-qaba
Be Khata Mara gaya Sibte Rasool-e-dosara wa Hassan -e-Sabaz-e-Qaba x2

2. Khun ugalte huwe bhayi ko behan ne dekha
or tarap ker ye kaha x2
Teri gurbat pe ay bhayi teri Zainab ho fidaa wa Hassan -e-Sabaz-e-Qaba
Be Khata Mara gaya Sibte Rasool-e-dosara wa Hassan -e-Sabaz-e-Qaba x2

3. Maa ke dukh se abhi azad kahan thi zainab
hogaya kaisa gazab x2
Baap zinda na raha Bhayi suwe khuld gaya wa Hassan -e-Sabaz-e-Qaba
Be Khata Mara gaya Sibte Rasool-e-dosara wa Hassan -e-Sabaz-e-Qaba x2

4. Ker diya Zahr-e-hala hal ne Jigar ke tukre
Aur Qasim ke liye x2
Kamsini me hai ye gham Sham-e-gharibi jaisa wa Hassan -e-Sabaz-e-Qaba
Be Khata Mara gaya Sibte Rasool-e-dosara wa Hassan -e-Sabaz-e-Qaba x2

5. Ghar se ik baar janaza jo nikal jata hai
kab wo phir aata hain x2
Aisa taboot hai ye lot ke jo ghar ayaa wa Hassan -e-Sabaz-e-Qaba
Be Khata Mara gaya Sibte Rasool-e-dosara wa Hassan -e-Sabaz-e-Qaba x2

6. Sheh ne us wakht jo Ghazi ko na roka hota
hashr ho jata bapaa x2
teer aate na janaze pe tumhare Maula wa Hassan -e-Sabaz-e-Qaba
Be Khata Mara gaya Sibte Rasool-e-dosara wa Hassan -e-Sabaz-e-Qaba x2

7. Sheh ko Rehan baraadar kaa jigar yaad aya
jab se karbobala x2
Tukde Qassim ke utha te huwe maula ne kaha wa Hassan -e-Sabaz-e-Qaba
Be Khata Mara gaya Sibte Rasool-e-dosara wa Hassan -e-Sabaz-e-Qaba x2

Urdu Nuha Information:

Nawha Reciter: Shahid Baltistani
Album: Shahid Baltistani 2007 Volume


More Islamic Lyrics

  1. Kaliyan Zulfan Wala Lyrics - Owais Raza Qadri
  2. Forgotten Promises Lyrics - Sami Yusuf
  3. Makes Me Crazy Lyrics - Kareem Salama
  4. Maula Ya Salli Wa Sallim Lyrics - Aamir Liaquat
  5. Shine Lyrics - Sami Yusuf
  6. Tala Al Badru Alayna Lyrics - Labbayk
  7. Home Lyrics - Raef
  8. Ya Elahi Har Jagah Teri Ata Ka Saath Ho Lyrics - Owais Raza Qadri
  9. Ask Him Lyrics - Labbayk
  10. Every Morning Lyrics - Labbayk
  11. Ehlam Ma’aya Lyrics - Hamza Namira
  12. To Guide You Home Lyrics - Sami Yusuf
  13. Aap Kiya Jane Fatima Kiya Hai Lyrics - Shadman Raza
  14. Dua e Ali (AS) Lyrics - Mesum Abbas
  15. Mountains of Makkah Lyrics - Zain Bhikha
  16. Syed Nay Karbala Main Waday Nibha Diye Hain Lyrics - Abdul Rauf Rufi
  17. Mere Maula Lyrics - Ahmad Hussain
  18. Ramadhan Lyrics - Labbayk
  19. La ilaha illa Allah Lyrics - Taha Hosna
  20. Kamli Wale Deh Darbar Di Gal Lyrics - Hafiz Ahsan Amin
  21. Sachi Baat Sikhatay Ye Hain Lyrics - Owais Raza Qadri
  22. The Way of Love Lyrics - Maher Zain
  23. Shafa’a – ????? Lyrics - Jabar Abdollah
  24. Sari Gelin Lyrics - Sami Yusuf
  25. Allahi Allah Kiya Karo Lyrics - Maher Zain

COMMENTS

Subscribe
Notify of

11 Comments
Newest
Oldest Most Voted
Inline Feedbacks
View all comments
11
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x