Abr e Karam Gesoo e Muhammad Lyrics - Naat Lyrics

By: 

Abr e Karam Gaisoo e Muhammad Lyrics

Abr e Karam Gesoo E Muhammad
Donu Haram Abroo E Muhammad

Sab ki Nazar hay Soo E Ka’bah
Ka’bah takay hay Roo E Muhammad

Ka’bay ko kis ne banaya Qiblah
Ka’bay ka Ka’bah Roo E Muhammad

Sajda E Sar hay Soo E Ka’bah
Sajda-e-Dil hay Soo E Muhammad

Saaray Chaman mein kis ki Khushboo
Khushboo hay Khushboo E Muhammad

Kis ki Chamak hay Paykar E Gul mein
Gul mein Khila hay Roo E Muhammad

Dhaaray chalay har Ungli se Unki
Dekho wo Nikli Joo E Muhammad

Sab se Anokha Moo E Muhammad
Sab se Niraali Koo E Muhammad

Kis ka Moo deta hay Gawahi
Moo E Muhammad Moo E Muhammad

Zinda hay Wallah Zinda hay Wallah
Jaan E Do Aalam Roo E Muhammad

Rashk E Tayba kia hay dikhaun?
Dekho Qad E Dil Joo E Muhammad

Bheeni Bheeni Khushboo Lahki
Khul gaey jab Gesoo E Muhammad

ye raah Mahki woh raah mahki
Khul gaey jab Gesoo E Muhammad

Akhtar E Khasta Chal de Jinaan ko
Baag E Jinaan hay Koo E Muhammad


More Islamic Lyrics

  1. Bookshelf Lyrics - Gaith Adhami
  2. Cadence Lyrics - Sami Yusuf
  3. Barakah Lyrics - Sami Yusuf
  4. Beautiful World Lyrics - Noor
  5. In Every Tear He Is There Lyrics - Sami Yusuf
  6. Waiting For The Call Lyrics - Irfan Makki
  7. Aisa Tujhe Khaliq Ne Tarah Daar Banaya Lyrics - Naat Lyrics
  8. Bano Ka Yeh Arman Tha Lyrics - Dhamani Sisters
  9. Little Girl Lyrics - Fez Meghani
  10. Habibi Ya Rasool Allah Lyrics - Milad Raza Qadri
  11. My Faith My Voice Lyrics - Native Deen
  12. Ramadan Assalam Lyrics - Aamir Liaquat
  13. Palestine Lyrics - Labbayk
  14. You And I Lyrics - Irfan Makki
  15. Edhak Lyrics - Humood Alkhudher
  16. Ya Mustafa Lyrics - Adam Ali
  17. Peace Remain Lyrics - Kareem Salama
  18. Fire Lyrics - Sami Yusuf
  19. Naat Sarkar Ki Parta Hoon Mein Lyrics - Shahbaz Qamar Fareedi
  20. Ik Main Hi Nahi Un Par Qurban Zamana Hai Lyrics - Naat Lyrics
  21. Ho Karam Sarkar Ab To Ho Gaye Ghum Baishumar Lyrics - Owais Raza Qadri
  22. Mohammed Ke Shaher Mein [Part 2-3] Lyrics - Aslam Sabri
  23. Ya Taiba Lyrics - Ahmad Hussain
  24. So Real Lyrics - Raef
  25. Rabana Ya Rabana Lyrics - Owais Raza Qadri

COMMENTS

Subscribe
Notify of

0 Comments
Newest
Oldest Most Voted
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x