Aaya Hai Ramzan Jaag Utha Imaan Lyrics - Various Artists

By: 

Aya Hai Ramzan Jag Utha Emaan Lyrics

Aaya Hai Ramzan Jaag Utha Imaan
Har naiki azad hoi, aur qeid hua shaitan.

Fajar say ghantoon pehlay har ghar mein hai baidari
Neend say sab ko nafrat hai aur sehri sab ko pyari
Bachay sab uth baithay Allah ki dekho shaan
Har naiki azad hoi, aur qeid hua shaitan
Aaya Hai Ramzan Jaag Utha Imaan.

Qabar main kaam na aayein gay yeh sona chandni nore
Ab bhi waqat hai karlo tum dur aman ka khor
Is ramzan mein parhlo tum sabhi mulq quran
Har naiki azad hoi, aur qeid hua shaitan
Aaya Hai Ramzan Jaag Utha Imaan.

Adbiyat kay jhagray ore sab firqay bazi choro
Laa deeni sazish ki sari zangeroon ko toro
Roze taraveh’yoon mein yehi kehta hai Qu’ran
Har naiki azad hoi, aur qeid hua shaitan
Aaya Hai Ramzan Jaag Utha Imaan.

Sindhi, Punjabi O Muhajir aur Buloch Pathan
Sab ka aik Nabi hai, eik Kaaba hai, eik Quran
Eik Allah kay banday ban ker sab ahl e imaan
Rozay raho sab rag choro ban jao insaan
dua karo sab milkar mera jeeway (Add your country name)
Har naiki azad hoi, aur qeid hua shaitan
Aaya Hai Ramzan Jaag Utha Imaan.

Ab duniya dari choro rehmat say daman bharlo
Ab raat ki tanhai main ro ro ker touba kerlo
Janay kab khil jayein….***……………….***
Har naiki azad hoi, aur qeid hua shaitan
Aaya Hai Ramzan Jaag Utha Imaan.

Lyrics Information
Artists: Not Available
Album: Not Available


More Islamic Lyrics

  1. Mujhe Do Bheekh Ulfat Ki Madine Main Chala Aaun Lyrics - Naat Lyrics
  2. Hazir Hain Hazri Mein Lyrics - Dhamani Sisters
  3. Aa Palat Aa Aye Hussain (A.S) Lyrics - Irfan Hussain
  4. Missing You Lyrics - Ahmad Hussain
  5. Go Lyrics - Sami Yusuf
  6. Taiba Taiba Lyrics - Hooria Rafiq
  7. Hamziyya Lyrics - Sami Yusuf
  8. Kyun Kar Na Mere Dil Mein Ho Lyrics - Owais Raza Qadri
  9. Extracts of Qasida Burda Lyrics - Various Artists
  10. Rab Farmaya Mahbooba Lyrics - Milad Raza Qadri
  11. Meri Kashti Paar Laga Dena Lyrics - Saira Naseem
  12. Never Never Lyrics - Sami Yusuf
  13. Ban Ke Saa’el Lyrics - Farhan Ali Qadri
  14. Sari Gelin Lyrics - Sami Yusuf
  15. Nabi Ka Lab Par Jo Zikr Hai Lyrics - Shaz Khan
  16. Duas from Quran Lyrics - Islamic Duas
  17. Hungry Ones Lyrics - Native Deen
  18. The Woman I Love Lyrics - Zain Bhikha
  19. Allah Lyrics - Shpend Limani
  20. Fire Lyrics - Sami Yusuf
  21. Little Girl Lyrics - Fez Meghani
  22. Free Lyrics - Zain Bhikha
  23. Jannah Lyrics - Maher Zain
  24. Aj Sik Mitran Di Wadheriye Lyrics - Zulfiqar Ali
  25. Rahman Ramazan Lyrics - Aamir Liaquat

COMMENTS

Subscribe
Notify of

0 Comments
Newest
Oldest Most Voted
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x