Marhaba Bolo Marhaba Lyrics - Farhan Ali Qadri

By: 

Marhaba Bolo Marhaba Lyrics

Marhaba bolo marhaba, jhoom kar bolo marhaba
Sarkar ki aamad, Marhaba!
Sardar kee amad, Marhaba!
Huzur ki aamad, Marhaba!
Pur nur ki aamad, Marhaba!
Marhaba bolo marhaba…

Momino waqt e adab hai,
Aamad e mahboob e Rub hai
Jaye aadab o tarab hai,
Aamad e Shah e Arab hai

Marhaba bolo marhaba,
Jhoom kar bolo marhaba…

Utho aya taj wala,
Arsh ki aankhon ka tara,
Sab kaho aye mah e Taiba salatullah alaika
Marhaba bolo marhaba, jhoom kar bolo marhaba

Deen ka ho bol bala,
Sunniyun ka rukh ujala,
Dushmanon ka moun ho kala salawatullah alika
Marhaba bolo marhaba, jhoom kar bolo marhaba.

Sarkar kee amad, Marhaba!
Sardar ki aamad, Marhaba!
Huzur key aamad, Marhaba!
Pur nur kee aamad, Marhaba!
Aaqa ki aamad marhaba
Data ki aamad marhaba
Marhaba bolo marhaba….

Abray rehmat cha gaya hai, Kaabay pay jhanda gara hai
Babay rehmat aaj khula hai, aamad e shah e arab hai
Marhaba bolo marhaba, jhoom ker bolo marhaba.

Baj rahay hain shadianay bu’t lagay kalma sunanay
Har zaban pay hain taranay amad e shah e arab hai
Marhaba bolo marhaba, jhum ker bolo marhaba.

Amina Bibi ka jaya, barhaween tareekh aaya
Subh e sadiq nay sunaya salawat ullah alaika
Marhaba bolo marhaba, jhoom ker bolo marhaba.

Sarkar ki aamad, Marhaba!
Sardar kee amad, Marhaba!
Huzur ki aamad, Marhaba!
Pur nur ki aamad, Marhaba!
Aaqa ki aamad marhaba
Data ki aamad marhaba
Marhaba bolo marhaba….

Bakhsh do meri khataein dur houn gham ki ghataein
Bhej do apni ataien salawat ullah alaika
Marhaba bolo marhaba, jhum ker bolo marhaba.

Is Jamil e Qadri per ho karam Mehboob e Dawar
Chasm o dil kar do munawar salawat ullah alaika
Marhaba bolo marhaba, jhum ker bolo marhaba.

Sarkar ki aamad, Marhaba!
Sardar kee amad, Marhaba!
Huzur ki aamad, Marhaba!
Pur nur ki aamad, Marhaba!
Aaqa ki aamad marhaba
Data ki aamad marhaba
Yaseen ki aamad marhaba
Taha ki aamad marhaba
Marhaba bolo marhaba, jhum ker bolo marhaba.


More Islamic Lyrics

  1. Ramazan (Turkish – Türkçe Version) Lyrics - Maher Zain
  2. A is for Allah Lyrics - Yusuf Islam
  3. Pohnchoon Dar e Sarkar Pe Chaha To Yehi Hai Lyrics - Owais Raza Qadri
  4. Open Your Eyes Lyrics - Labbayk
  5. Ya Rabbee Lyrics - Adam Ali
  6. Burdah Lyrics - Mesut Kurtis
  7. A Time to Please Allah Lyrics - Labbayk
  8. Holy Water Lyrics - Gaith Adhami
  9. A’marona A’malona Lyrics - Maher Zain
  10. Naat Sarkar Ki Parta Hoon Mein Lyrics - Shahbaz Qamar Fareedi
  11. Salatullah Lyrics - Labbayk
  12. An Nabi Sallu Alai [Part 2-2] Lyrics - Owais Raza Qadri
  13. Numb Lyrics - Gaith Adhami
  14. Ramadan Lyrics - Maher Zain
  15. Masha Allah (Arabic Version) Lyrics - Maher Zain
  16. Haqeeqat Mein Woh Lutfe Zindagi Lyrics - Mohammad Mushtaq Qadri
  17. Prism Lyrics - Sami Yusuf
  18. The Key Lyrics - Sami Yusuf
  19. Karam Hai Rab Ka Hamara Naseeb Aala Hai Lyrics - Naat Lyrics
  20. Madad Kijiye Ya Imam e Zamana Lyrics - Dhamani Sisters
  21. When I Grow Up Lyrics - Zain Bhikha
  22. The Source Lyrics - Sami Yusuf
  23. Afreen Afreen Lyrics - Aashiq al-Rasul
  24. Good Day Lyrics - Maher Zain
  25. Mountains of Makkah Lyrics - Zain Bhikha

COMMENTS

Subscribe
Notify of

37 Comments
Newest
Oldest Most Voted
37
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x