Kaash Abbass Na Maray Jaatay Lyrics - Dhamani Sisters

By: 

Kaash Abbas Na Maray Jaatey Lyrics

Kaash abbas na maray jaatey (x5)

Is tarha lagh ti naa akber key kalejey mein sinah,

Is tarha hoti naa sadaat key khaimo mei fughaan

Yun naa zainab key saharey jaatey

Kaash abbas na maray jaatey (x2)

Downo bazoo woh shehen shaa hai wafa key thaamey

Laashey abbas pey shabbir bukah kartey they


Bhaiyi tum baad hamarey jaatey

Kaash abbas na maray jaatey (x2)

Ghardaney shaa pey yun ran mei naa khanjar chalta

Yun naa khursheede imamat naa sarey maqtal dhalta

Yun sar neyzooh pey sar jaatey

Kaash abbas na maray jaatey (x2)

Hotey abbas dilawar to na khaimey jaltey

Shaam-e-Ghurbaat na sakina ko tamachey laghtey

Ghosh waarey naa utarey jaatey

Kaash abbas na maray jaatey (x2)

Hotey abbas tow chinti naa rida zainab ki

Paawo mei aabid-e-muztar key na beyri dalti

Taaziyaane bhi naa marey jaatey

Kaash abbas na maray jaatey (x2)

Hokey paabande rasan sayyad-e-sajjad chaley

Neher ko deikh ke rotey huwey yeh kehney laghey

Sab watan saath hamarey jaatey

Kaash abbass na maray jaatay (x2)

Aaj bhi aati hai yeh qabrey sakina sey sadaa

Aei chacha laati naa zindaan mei yun hamko qaza

Saath aghar hum bhi tumhare jaatey

Kash abbas na mare jatay (x2)

Haal-e-Akber jo koi pooch ta tha noor-e-ali

Ro key zainab yahi kehti thi sadaa noor-e-ali

Kaash abbas na maray jaatey

Kaash abbas na maray jaatey (x6)

Recited By: Fatima Dhamani and Batul Dhamani
Album: Karbala Wala Musafir
Released: 2009


More Islamic Lyrics

  1. Iman Ramzan Lyrics - Aamir Liaquat
  2. Ameer Bhi Hai Ghareeb Bhi Lyrics - Mir Hasan Mir
  3. Rabbana Lyrics - Labbayk
  4. Rahman Ramazan Lyrics - Aamir Liaquat
  5. The Most Beautiful Names Lyrics - Nader Khan
  6. Wo Jo Haal e Khasta They Hausley Lyrics - Naat Lyrics
  7. Oh Allah Lyrics - Tom Robertson
  8. Aaj Ashk Mere Naat Sunain Lyrics - Khursheed Ahmad
  9. Home Lyrics - Raef
  10. Ya Nabi Salam Alaika Lyrics - Raihan
  11. Shahe Madina Lyrics - Saira Naseem
  12. As Subhu Badaa Lyrics - Aashiq al-Rasul
  13. Ab To Bas Lyrics - Ahmad Hussain
  14. Khayal Lyrics - Irfan Makki
  15. Ali Da Malang Mein Tey Ali Da Lyrics - Farhan Ali Qadri
  16. Make a Prayer Lyrics - Sami Yusuf
  17. Let It Go Lyrics - Maher Zain
  18. Ya Maula Ali (AS) Lyrics - Mesum Abbas
  19. Trials Of Life Lyrics - Sami Yusuf
  20. Morning Musk Lyrics - Gaith Adhami
  21. LabbaykAllah Lyrics - Labbayk
  22. Who Is The Love One Lyrics - Mohammad Tahir Qadri
  23. Aye Naseeb Mere Naseeb Tu Lyrics - Naat Lyrics
  24. Zameen o Zaman Tumhare Liye Lyrics - Khursheed Ahmad
  25. Kyun Kar Na Mere Dil Mein Ho Lyrics - Owais Raza Qadri

COMMENTS

Subscribe
Notify of

18 Comments
Newest
Oldest Most Voted
18
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x