Aaya Hai Ramzan Jaag Utha Imaan Lyrics - Various Artists

By: 

Aya Hai Ramzan Jag Utha Emaan Lyrics

Aaya Hai Ramzan Jaag Utha Imaan
Har naiki azad hoi, aur qeid hua shaitan.

Fajar say ghantoon pehlay har ghar mein hai baidari
Neend say sab ko nafrat hai aur sehri sab ko pyari
Bachay sab uth baithay Allah ki dekho shaan
Har naiki azad hoi, aur qeid hua shaitan
Aaya Hai Ramzan Jaag Utha Imaan.

Qabar main kaam na aayein gay yeh sona chandni nore
Ab bhi waqat hai karlo tum dur aman ka khor
Is ramzan mein parhlo tum sabhi mulq quran
Har naiki azad hoi, aur qeid hua shaitan
Aaya Hai Ramzan Jaag Utha Imaan.

Adbiyat kay jhagray ore sab firqay bazi choro
Laa deeni sazish ki sari zangeroon ko toro
Roze taraveh’yoon mein yehi kehta hai Qu’ran
Har naiki azad hoi, aur qeid hua shaitan
Aaya Hai Ramzan Jaag Utha Imaan.

Sindhi, Punjabi O Muhajir aur Buloch Pathan
Sab ka aik Nabi hai, eik Kaaba hai, eik Quran
Eik Allah kay banday ban ker sab ahl e imaan
Rozay raho sab rag choro ban jao insaan
dua karo sab milkar mera jeeway (Add your country name)
Har naiki azad hoi, aur qeid hua shaitan
Aaya Hai Ramzan Jaag Utha Imaan.

Ab duniya dari choro rehmat say daman bharlo
Ab raat ki tanhai main ro ro ker touba kerlo
Janay kab khil jayein….***……………….***
Har naiki azad hoi, aur qeid hua shaitan
Aaya Hai Ramzan Jaag Utha Imaan.

Lyrics Information
Artists: Not Available
Album: Not Available


More Islamic Lyrics

  1. Ramzan Hai Allah Ki Qurbat Ka Mahina Lyrics - Aamir Fayyazi
  2. Ya Rab Meri Soi Lyrics - Farhan Ali Qadri
  3. Tera Naam Virde Zubaan Rahay Lyrics - Milad Raza Qadri
  4. Sultan e Karbala Ko Hamara Salam Ho Lyrics - Owais Raza Qadri
  5. Muhammad (pbuh) Lyrics - Maher Zain
  6. Iltija Hai Iltija Lyrics - Aamir Fayyazi
  7. Ya Rabbi Ya Rahman Lyrics - Ahmad Hussain
  8. Naat Sarkar Ki Parhata Hoon Mein Lyrics - Milad Raza Qadri
  9. Bheeni Suhani Subhu Mein Thankdak Jigar Ki Hai Lyrics - Naat Lyrics
  10. Mera Asghar Kafi Hai Lyrics - Shahid Baltistani
  11. I Promise Lyrics - Harris J.
  12. The Key Lyrics - Sami Yusuf
  13. Al Ajal Al Ajal Lyrics - Dhamani Sisters
  14. Tauba Qabool Ho Lyrics - Mahmood Ul Hassan Ashrafi
  15. Zara Chehre Se Lyrics - Ahmad Hussain
  16. Jashne Aamede Rasool Lyrics - Shaam
  17. Allah Remains Lyrics - Zain Bhikha
  18. Theraawo Sawaari Lyrics - Mesum Abbas
  19. Hansa Lyrics - Hamza Namira
  20. Ishq Kee Intiha Syeda Fatima Lyrics - Milad Raza Qadri
  21. Noor Wala Aya Hai Lyrics - Farhan Ali Qadri
  22. Rasool’Allah Lyrics - Harris J.
  23. Climb With Me Lyrics - Gaith Adhami
  24. Madad Kijiye Ya Imam e Zamana Lyrics - Dhamani Sisters
  25. Ya Hayyu Ya Qayyum Lyrics - Sami Yusuf

COMMENTS

Subscribe
Notify of
guest

0 Comments
Newest
Oldest Most Voted
Inline Feedbacks
View all comments
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x