Koay Nabi Se Aa Na Sake Hum Lyrics - Shahbaz Qamar Fareedi

By: 

Koay Nabi Se Aa Na Sake Hum Lyrics

Koay Nabi (SAW) se aa na sake hum,rahat hi kuch aisi thi
Ko-e-nabi se aaa na sake hum,rahat hi kuch aisi thy
Yaad rahee na jannat humko, jannat hi kuch aisi thee
Yaad rahi na jannat humko, jannat hi kuch aisi thi.

Takkte rahein Yousaf jaise bhi, hashr main unke chehre ko
Takkte rahe yousaf jaise bhi hashr main unke chehre ko
Jab poocha tu kehnay lagay woh, surat hi kuch aisi thee
Jab poocha tu kehne lage woh, surat hi kuch aisi thee.

Yaad rahi na jannat humko, jannat hi kuch aisi thee.

Bolo aey Jibreel ke unki, kyun kar taliyan choomi thein
Tu kehne lage Jibreel ke, unki azmat hi kuch aisi thee
Kehne lage Jibreel ke, unki azmat hi kuch aisi thee.

Yaad rahee na jannat hum ko, jannat hi kuch aisi thee
Yaad rahee na jannat hum ko, jannat hi kuch aisi thee.

Duniya mein, Sarkaar (SAW) ki naatein, parhtay rahein har eik lamha
Qabr mein beti naat labhoon par, aadat hi kuch aisi thi.
Qabr mein beti naat labhoon par, aadat hi kuch aisi thi.

Yaad rahi na jannat humko, jannat hi kuch aisi thee.

Pass bulaya, pass bithaya, arsh pe unko Khaliq nay
Yeh to akhir hona hi tha, chahat hi kuch aisi thee
Yeh to akhir hona hi tha, chahat hi kuch aisi thee.

Yaad rahee na jannat humko, jannat hi kuch aisi thee.

Akbar-o-Asghar, aur yeh Ghazi, deen pe warein hans hans kar
Yoon lagta hai, deen-e-Nabi ki, keemat hi kuch aisi thee
Yun lagta hai deen-e-nabi ki, keemat hi kuch aisi thee.

Kabr main Hakim jab puhanche to hans ke nakeeron ne dekha
Kyon na farishte pyaar say milte, nisbat hi kuch aisi thee
Kyon na farishte pyaar say milte, nisbat hi kuch aisi thy.

Yaad rahee na jannat humko, jannat hi kuch aisi thee
Yaad rahee na jannat humko, jannat hi kuch aisi thee.

Ko-e-nabi se aaa na sake hum,rahat hi kuch aisi thee
Ko-e-nabi se aaa na sake hum,rahat hi kuch aisi thee.

Naat Information:

Naat Reciter: Shahbaz Qamar Fareedi
Album: Naat Kay Rung
Album: Sabz Gumbad Walay


More Islamic Lyrics

  1. Kaash Abbass Na Maray Jaatay Lyrics - Dhamani Sisters
  2. Together We Pray Lyrics - Labbayk
  3. Wushoosh Lyrics - Hamza Namira
  4. My People Lyrics - Yusuf Islam
  5. Ask Him Lyrics - Labbayk
  6. Sachi Baat Sikhatay Ye Hain Lyrics - Owais Raza Qadri
  7. ‘Araftul Hawa Lyrics - Sami Yusuf
  8. Where is my Warrior? Lyrics - Voices Of Passion
  9. Meri Zanjeer Na Kehncho Lyrics - Shahid Baltistani
  10. Heal the World Lyrics - Zain Bhikha
  11. Dil Jis Se Zinda Hain Lyrics - Ahmad Hussain
  12. Jalwa e Jaana Lyrics - Junaid Jamshed
  13. Aao Tasbih Hee Subho Shaam Karain Lyrics - Milad Raza Qadri
  14. Ya Mustafa Lyrics - Sami Yusuf
  15. Khat Bhi Likha Tha Lyrics - Mesum Abbas
  16. Sarkar Kay Dar Per Jaaoon Lyrics - Owais Raza Qadri
  17. Baraka Allahu Lakuma Lyrics - Maher Zain
  18. After Hardship Comes Ease Lyrics - Saif Adam
  19. Mein Jashn E Aamad E Sarkar Lyrics - Owais Raza Qadri
  20. Upon Him Be Peace Lyrics - Fez Meghani
  21. Bismillah Lyrics - Native Deen
  22. Allah Ke Huzoor Mein Sar Ko Jhuka Ke Dekh Lyrics - Naat Lyrics
  23. Aie Mere Baba Jaan Lyrics - Shahid Baltistani
  24. Good Life Lyrics - Harris J.
  25. Day of Eid Lyrics - Labbayk

COMMENTS

Subscribe
Notify of
guest

82 Comments
Newest
Oldest Most Voted
Inline Feedbacks
View all comments
82
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x