Zameen Maili Nahi Hoti Lyrics - Shahbaz Qamar Fareedi

By: 

Zameen Maili Nahin Hoti, Zaman Maila Nahin Hota Lyrics


Zameen maili nahi hoti, zaman maila nahi hota
Zameen mali nahi hoti, zaman maila nahin hota
Muhammad (SAW) kay gulamon ka kafan maila nahi hota.

Mohabbat Kamli wale say, woh jazba hai suno logo
Yeh jis man main sama jaaye, woh mann maila nahi hota.

Muhammed (SAW) ke gulamon ka kafan maila nahi hota.

Gulon ko choom laite, hain seharnam shabnami qatre
Nabi (SAW) ki naat sun lein tu, chaman maila nahi hota.

Muhammad (SAW) ke gulamon ka kafan maila nahi hota.
Muhammad (SAW) ke gulamon ka kafan maila nahi hota.

Jo Naam-e-Mustafa (SAW) chumein, nahi dukhti kabhi ankhein
Pehen le pyaar jo Unka, badan maila nahi hota.

Muhammad ke gulamon ka kafan maila nahi hota

Nabi (SAW) ka daman-e-rehmat pakar lo aey jahan walo
Rahe jab tak yeh hathon main, chalan maila nahi hota.

Muhammad (SAW) ke gulamon ka kafan maila nahi hota

Main nazan tu nahi fanpan magar Nasir yeh dawa hai
Sana-e-Mustafa (SAW) karne se fan maila nahi hota.

Muhammad (SAW) ke gulamon ka kafan maila nahi hota.

Naat Information:
Naat Reciter: Shahbaz Qamar Fareedi
Album: Naat Kay Rung
Album: Sabz Gumbad Walay


More Islamic Lyrics

  1. Noor Wala Aya Hai Lyrics - Farhan Ali Qadri
  2. Ew’idooni Lyrics - Hamza Namira
  3. Hold My Hand Lyrics - Maher Zain
  4. Asma ul Husna Lyrics - Labbayk
  5. Noori Mehfil Pay Chadar Tani Noor Ki Lyrics - Siddique Ismail
  6. Your Mercy Lyrics - Raef
  7. Call On Him Lyrics - Raef
  8. Freedom Will Come Lyrics - Zain Bhikha
  9. Freedom Lyrics - Maher Zain
  10. Change our Hearts Lyrics - Abdullah Rolle
  11. Fragile World Lyrics - Sami Yusuf
  12. Mohammed Ke Shaher Mein [Part 3-3] Lyrics - Aslam Sabri
  13. Sarkar e Dono Aalam Nazar e Karam Ho Jaana Lyrics - Naat Lyrics
  14. Mera Dil Badal De Lyrics - Junaid Jamshed
  15. Hushed Lyrics - Gaith Adhami
  16. Better Day Lyrics - Zain Bhikha
  17. ??? ??????? ??? ???? ????? – Buniyal Islam Ala Khamsin Kamsathi Ana Ka Nin Fe Din Lyrics - Various Artists
  18. Meditation Lyrics - Sami Yusuf
  19. Long Ago – 610 Lyrics - Khaleel Muhammad
  20. Not In My Name Lyrics - Sami Yusuf
  21. Ya Mustafa Ata Ho Lyrics - Owais Raza Qadri
  22. Waiting For The Call Lyrics - Irfan Makki
  23. You’re There Lyrics - Raef
  24. Wa Hassan Sabz E Qaba Lyrics - Shahid Baltistani
  25. You And I Lyrics - Irfan Makki

COMMENTS

Subscribe
Notify of

172 Comments
Newest
Oldest Most Voted
172
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x