Wah Kiya Joodo Karam Lyrics - Syed Ikram Akbar Bukhari

By: 

Wah Kya Judo Karam Lyrics

Wah Kia Jood-o-Karam Hai Shah-Aey Batha Teyra
Nahin Sunta Hee Nahin Maang-Nay Waala Teyra

Mein Tou Malik Hee Kahoonga Kay Ho Malik Kay Habeeb
Ya’anee Mehboob-o-Muhib Mein Nahin Meyra Teyra

Wah Kia Jood-o-Karam…

Tery Sarkaar Mein Laata Hai Raza Uss Ko Shafe’e
Joe Meyra Ghaus Hai Aur Laadla Beyta Teyra

Wah Kiya Jood-o-Karam…

Teray Qadmon Mein Joe Hai Ghayr Ka Moon Kia Dekhayn
Kon Nazron Pe Charr-Hay Dekh Kay Talwa Teyra

Wah Kia Jud-o-Karam…

Teray Tukron Pey Palay Ghayr Ki Thokar Pey Na Daal
Jhirkiyan Khaayein Kahan Chor Kay Sadqa Teyra

Wah Kiya Jud-o-Karam…

Aik Mein Kia Meray Isi’ayan Kee Haqeeqat Kitnee
Mujh Say Sou Laakh Ko Kaafi Hai Ishara Teyra

Wah Kya Jud-o-Karam…

Farsh Waalay Tery Shaukat Ka U’lu Kya Dekhein
Khusrawa Arsh Pay Urrta Hai Phareyra Teyra

Naat Information

Recited By: Syed Ikram Akbar Bukhari
Written By: Maulana, Shah, Ahmed Raza Khan Barelvi (RA)


More Islamic Lyrics

  1. All I Need Lyrics - Sami Yusuf
  2. Ya Rahman – ?? ?? ?? ????? Lyrics - Jabar Abdollah
  3. Qabr E Darvaish Lyrics - Shahid Baltistani
  4. Allah’s Watching Me Lyrics - Asif Choudhury
  5. Close Your Eyes Lyrics - Zain Bhikha
  6. Heartbeat Lyrics - Zain Bhikha
  7. Let Us Not Forget Lyrics - Sami Yusuf
  8. Qasida e Mairaj for Shab e Meraj | Shabe Miraj Lyrics - Special Collection
  9. This Man Lyrics - Tom Robertson
  10. Ramzan Hai Allah Ki Qurbat Ka Mahina Lyrics - Aamir Fayyazi
  11. Autumn Lyrics - Sami Yusuf
  12. Better Day Lyrics - Zain Bhikha
  13. My Faith My Voice Lyrics - Native Deen
  14. You Came To Me Lyrics - Sami Yusuf
  15. Inquilab Inquilab Lyrics - Irfan Hussain
  16. Darpesh Ho Taiba Ka Safar Lyrics - Farhan Ali Qadri
  17. Tujhay Dhoondta Tha Mein Chaar Soo Lyrics - Urdu Hamds
  18. Packed at All Lyrics - Native Deen
  19. Ya Rasul Allah (Part 1) Lyrics - Sami Yusuf
  20. El-Midan Lyrics - Hamza Namira
  21. Give The Young A Chance Lyrics - Sami Yusuf
  22. Laylatul Qadr Lyrics - Native Deen
  23. Tazkarti Lyrics - Hamza Namira
  24. Bano Ka Yeh Arman Tha Lyrics - Dhamani Sisters
  25. Hum Ko Bulana Ya Rasoolallah Lyrics - Farhan Ali Qadri

COMMENTS

Subscribe
Notify of

24 Comments
Newest
Oldest Most Voted
24
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x