Mere Aaqa Ki Shaan Lyrics - Syed Ikram Akbar Bukhari

By: 

Meray Aaqa Ki Sab Say Bari Shaan Hai Lyrics

Unpay jaan aur dil sab hi qurba hay
Meray aaqa ki sab say bari shaan hay .

Kis main dam hay jo Taiba ko khud ja sakay
Woh bula lain to unka yeh ehsan hai.

Aarzo hay farishtoon say aaqa kahein
Choor do isko mera sana khawan hay.

Mujh sa aasi bhi mahshar main bakhsha gaya
Unkay jood o karam ka yeh faizan hay.

Lab nahin ashq madha sarai karein
Aik aashiq ki yehi to pehchan hai.

Mein bhi naatein likhoon, main bhi naatein parhoon
Aik aasi ka mudat say armaan hai.

Unki toseef bas main teray hay kahan
Tu to adna sa Tahir sana khawan hay.

Tum parho unpay har dam Durood o Salam
Meray Rub ka bhi yahi to farman hay.

Naat & Video Information

Naat Khawan: Syedf Ikram Akbar Bukhari
Album: Jashn-e-Millad
D.O.P: Rana Akram
Editor: Abdul Razaque Solangi
Producer: Syed Sabihuddin Rehmani
Director: Kashif Mughal


More Islamic Lyrics

  1. I Turn To You Lyrics - Ahmad Hussain
  2. Masha Allah (Arabic Version) Lyrics - Maher Zain
  3. Beautiful World Lyrics - Noor
  4. Allah Ya Moulana Lyrics - Maher Zain
  5. Tera Naam Virde Zubaan Rahay Lyrics - Milad Raza Qadri
  6. With You Lyrics - Raef
  7. Close Your Eyes Lyrics - Zain Bhikha
  8. Lagiyan Ne Mojan Lyrics - Owais Raza Qadri
  9. A New Day Lyrics - Labbayk
  10. Mabrook (English Malay Version) Lyrics - Irfan Makki
  11. Never Forget Lyrics - Sami Yusuf
  12. Where is my Warrior? Lyrics - Voices Of Passion
  13. Tajdaar-e-Haram (Salaam) Lyrics - Milad Raza Qadri
  14. Har Taraf Anwaar Ki Barsaat Hai Lyrics - Various Artists
  15. Hazir Hain Hazri Mein Lyrics - Dhamani Sisters
  16. Kamil Hai Jo Azal Se Lyrics - Zulfiqar Ali
  17. Aagaya Hai Lyrics - Labbayk
  18. Lay Down Your Head Lyrics - Zain Bhikha
  19. Not Afraid To Stand Alone Lyrics - Native Deen
  20. Muhammad (Peace be upon him) Lyrics - Sami Yusuf
  21. Rasool’Allah Lyrics - Harris J.
  22. Haq Allah Lyrics - Farhan Ali Qadri
  23. Laylatul Qadr Lyrics - Native Deen
  24. Never Never Lyrics - Sami Yusuf
  25. Don’t Talk To Me About Muhammad Lyrics - Dawud Wharnsby

COMMENTS

Subscribe
Notify of

1 Comment
Newest
Oldest Most Voted
1
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x